And Satan will say when the matter has been concluded, "Indeed, Allah had promised you the promise of truth. And I promised you, but I betrayed you. But I had no authority over you except that I invited you, and you responded to me. So do not blame me; but blame yourselves. I cannot be called to your aid, nor can you be called to my aid. Indeed, I deny your association of me [with Allah ] before. Indeed, for the wrongdoers is a painful punishment."
Jab aur kaam ka faisla ker diya hayega to shetan kahey ga kay Allah ney to tumhen sacha wada diya tha aur mein ney tum say jo waday kiye thay unn ka khilaf kiya mera tum per koi dabao to tha hi nahi haan mein ney tumhen pukara aur tum ney meri maan li pus tum mujhay ilzam na lagao bulkay khud apney aap ko malamat kero na mein tumhara faryad rus aur na tum meri faryad ko phonchney walay mein to siray say manta hi nahi kay tum mujhay iss say pehlay Allah ka shareek mantay rahey yaqeenan zalimon kay liye dard naak azab hai.
और जब मामले का फ़ैसला हो जाएगा तो शैतान कहेगा कि अल्लाह ने तुमसे सच्चा वादा किया था और मैंने तुमसे वादा किया तो मैंने उसकी ख़िलाफ़वर्ज़ी की, और मेरा तुम्हारे ऊपर कोई ज़ोर न था मगर यह कि मैंने तुमको बुलाया तो तुमने मेरी बात को मान लिया, पस तुम मुझको इल्ज़ाम न दो और तुम अपने आपको इल्ज़ाम दो, न मैं तुम्हारा मददगार हो सकता हूँ और न तुम मेरे मददगार हो सकते हो, मैं ख़ुद इससे बेज़ार हूँ कि तुम इससे पहले मुझको शरीक ठहराते थे, बेशक ज़ालिमों के लिए दर्दनाक अज़ाब है।
And incite [to senselessness] whoever you can among them with your voice and assault them with your horses and foot soldiers and become a partner in their wealth and their children and promise them." But Satan does not promise them except delusion.
Inn mein say tu jissay bhi apni aawaz say behka sakay behka ley aur inn per apney sawar aur piyaday charha laa aur inn kay maal aur aulad mein say apna bhi sajha laga aur enhen jhootay waday dey ley. Inn say jitney bhi waday shetan kay hotay hain sab kay sab sirasir fareb hain.
उन में से जिस किसी पर तेरा बस चले उस के क़दम अपनी आवाज़ से उखाड़ दे। और उन पर अपने सवार और अपने प्यादे (पैदल सेना) चढ़ा ला। और माल और सन्तान में भी उन के साथ साझा लगा। और उन से वादे कर!" - किन्तु शैतान उन से जो वादे करता है वह एक धोखे के सिवा और कुछ भी नहीं होता। -
[Dhul-Qarnayn] said, "This is a mercy from my Lord; but when the promise of my Lord comes, He will make it level, and ever is the promise of my Lord true."
Kaha yeh sab meray rab ki meharbani hai haan jab meray rab ka wada aayega to issay zamin boss ker dey ga be-shak meray rab ka wada sacha aur haq hai.
उस ने कहा, "यह मेरे रब की दयालुता है, किन्तु जब मेरे रब के वादे का समय आ जाएगा तो वह उसे ढाकर बराबर कर देगा, और मेरे रब का वादा सच्चा है।"
[Therein are] gardens of perpetual residence which the Most Merciful has promised His servants in the unseen. Indeed, His promise has ever been coming.
Humeshgi wali jannaton mein jin ka ghaeebana wada Allah meharban ney apney bandon say kiya hai. Be-shak uss ka wada poora honey wala hi hai.
अदन (रहने) के बाग़ जिनका रहमान ने अपने बन्दों से परोक्ष में होते हुए वादा किया है। निश्चय ही उस के वादे पर उपस्थित होना है। -
Satan threatens you with poverty and orders you to immorality, while Allah promises you forgiveness from Him and bounty. And Allah is all-Encompassing and Knowing.
Shetan tumhen faqeeri say dhamkata hai aur bey hayaee ka hukum deta hai aur Allah Taalaa tum say apni bakshish aur fazal ka wada kerta hai Allah Taalaa wusat wala aur ilm wala hai.
शैतान तुमको मोहताजी से डराता है और बुरी बात की तलक़ीन करता है और अल्लाह तुमसे वादा करता है अपनी बख़्शिश का और फ़ज़्ल का, और अल्लाह वुसअत वाला है, जानने वाला है।
And for you is half of what your wives leave if they have no child. But if they have a child, for you is one fourth of what they leave, after any bequest they [may have] made or debt. And for the wives is one fourth if you leave no child. But if you leave a child, then for them is an eighth of what you leave, after any bequest you [may have] made or debt. And if a man or woman leaves neither ascendants nor descendants but has a brother or a sister, then for each one of them is a sixth. But if they are more than two, they share a third, after any bequest which was made or debt, as long as there is no detriment [caused]. [This is] an ordinance from Allah , and Allah is Knowing and Forbearing.
Tumhari biwiyan jo kuch chor maren aur unn ki aulad na ho to aadhon aadh tumhara hai aur agar unn ki aulad ho to unn kay choray huye maal say tumharay liye chothaee hissa hai. Uss wasiyat ki adaayegi kay baad jo woh ker gaee hon ya qarz kay baad. Aur jo ( tarka ) tum chor jao uss mein unn kay liye aik chothaee hai agar tumhari aulad na ho aur agar tumhari aulad ho to phir unhen tumharay tarkay ka aathwan hissa milay ga uss wasiyat kay baad jo tum ker gaye ho aur qarz ki adaayegi kay baad. Aur jin ki meerass li jati hai woh mard ya aurat kalala ho yani uss ka baap beta na ho aur uss ka aik bhai ya aik behan ho to inn dono mein say her aik ka chatha hissa hai aur agar iss say ziyada hon to aik tehaee mein sab shareek hain uss wasiyat kay baad jo ki jaye aur qarz kay baad jabkay auron ka nuksan na kiya gaya ho yeh muqarrar kiya hua Allah Taalaa ki taraf say hai aur Allah Taalaa daana hai burdbaar.
और तुम्हारे लिए उस माल का आधा हिस्सा है जो तुम्हारी बीवियाँ छोड़ें उस वक़्त जबकि उनकी औलाद न हों, और अगर उनकी औलाद हो तो तुम्हारे लिए बीवियों के तर्के का चैथाई हिस्सा है वसीयत पूरी करने के बाद जिस की वह वसीयत कर जाएं या क़र्ज़ अदा करने के बाद, और उन बीवियों के लिए चैथाई है तुम्हारे तर्के का अगर तुम्हारी औलाद नहीं है, और अगर तुम्हारी औलाद है तो उनके लिए आठवाँ हिस्सा है तुम्हारे तर्के का उस वसीयत के पूरा करने के बाद जिसे तुम कर जाओ या क़र्ज़ अदा करने के बाद, और अगर कोई मय्यत मर्द या औरत ऐसा हो कि उसके न ऊपर वाले रिश्तेदार हों न नीचे वाले और उसका एक भाई या एक बहन हो तो दोनों में से हर एक के लिए छठा हिस्सा है, और अगर वे उससे ज़ायद हों तो वे एक-तिहाई में शरीक होंगे वसीयत पूरी करने के बाद जिसकी वसीयत की गई हो या क़र्ज अदा करने के बाद, बग़ैर किसी को नुक़सान पहुँचाए, यह हुक्म अल्लाह की तरफ़ से है और अल्लाह जानने वाला, बुर्दबार है।