And they who turn away from ill speech
Jo laghwiyaat say mun mor letay hain.
और जो व्यर्थ बातों से पहलू बचाते हैं;
And [they are] those who do not testify to falsehood, and when they pass near ill speech, they pass by with dignity.
Aur jo log jhooti gawahee nahi detay aur jab kissi laghaw cheez per unn ka guzar hota hai to sharafat say guzar jatay hain.
जो किसी झूठ और असत्य में सम्मिलित नहीं होते और जब किसी व्यर्थ के कामों के पास से गुज़रते हैं, तो श्रेष्ठतापूर्वक गुज़र जाते हैं,
And when they hear ill speech, they turn away from it and say, "For us are our deeds, and for you are your deeds. Peace will be upon you; we seek not the ignorant."
Aur jab bey huda baat kaan mein parti hai to uss say kinara ker letay hain aur keh detay hain kay humaray amal humaray liye aur tumharay amal tumharay liye tum per salam ho hum jahilon say ( ulajhna ) nahi chahatay.
और जब वे व्यर्थ बात सुनते हैं तो यह कहते हुए उस से किनारा खींच लेते हैं कि "हमारे लिए हमारे कर्म हैं और तुम्हारे लिए तुम्हारे कर्म हैं। तुम को सलाम है! ज़ाहिलों को हम नहीं चाहते।"
They will not hear therein ill speech or commission of sin -
Na wahan bakwas sunein gey aur na gunnah ki baat.
उस में वे न कोई व्यर्थ बात सुनेंगे और न गुनाह की बात;
No ill speech will they hear therein or any falsehood -
Wahan na to who byhoda batein sunein gay aur na jhoti batein sunein gay
वे उस में न तो कोई व्यर्थ बात सुनेंगे और न कोई झुठलाने की बात
And it is not amusement.
Yeh hansi ki ( aur be faeeda ) baat nahi
वह कोई हँसी-मज़ाक नही है