And they attribute to Allah daughters - exalted is He - and for them is what they desire.
Aur woh Allah subhana hu wa-Taalaa kay liye larkiyan muqarrar kertay hain aur apney liye woh jo apni khuwaish kay mutabiq ho.
और वे अल्लाह के लिए बेटियाँ ठहराते हैं (हालाँकि) वह इससे पाक है, और अपने लिए वह जो दिल चाहता है।
And when one of them is informed of [the birth of] a female, his face becomes dark, and he suppresses grief.
Inn mein say jab kissi ko larki honey ki khabar di jaye to uss ka chehra seeha hojata hai aur dil hi dil mein ghutney lagta hai.
और जब उनमें से किसी को बेटी की ख़ुश-ख़बरी दी जाए तो उसका चेहरा सियाह पड़ जाता है और वह जी ही जी में कुढ़ता है।
He hides himself from the people because of the ill of which he has been informed. Should he keep it in humiliation or bury it in the ground? Unquestionably, evil is what they decide.
Iss buri khabar say logon say chupa chupa phirta hai. Sochta hai kay kiya iss zillat ko sath liye huye hi rahey ya issay mitti mein daba dey aah! Kiya hi buray faislay kertay hain?
इस बुरी ख़बर की वजह से लोगों से छुपा-छुपा फिरता है, सोचता है कि क्या इसको ज़िल्लत के साथ लिए हुए ही रहे या इसे मिट्टी में दबा दे, आह! क्या ही बुरे फ़ैसला करते हैं।
For those who do not believe in the Hereafter is the description of evil; and for Allah is the highest attribute. And He is Exalted in Might, the Wise.
Aakhirat per eman na rakhney walon ki hi buri misal hai Allah kay liye to boht hi buland sift hai woh bara hi ghalib aur ba hikmat hai.
बुरी मिसाल है उन लोगों के लिए जो आख़िरत पर ईमान नहीं रखते, और अल्लाह के लिए आला मिसालें हैं और वह ग़ालिब है, हिकमत वाला है।