A revelation from He who created the earth and highest heavens,
Iss ka utarna uss ki taraf say hai jiss ney zamin ko aur buland aasmano ko peda kiya hai.
भली-भाँति अवतरित हुआ है उस सत्ता की ओर से, जिस ने पैदा किया है धरती और उच्च आकाशों को
The Most Merciful [who is] above the Throne established.
Jo rehman hai arsh per qaeem hai.
वह रहमान है, जो राजासन पर विराजमान हुआ
To Him belongs what is in the heavens and what is on the earth and what is between them and what is under the soil.
Jiss ki milkiyar aasmano aur zamin aur inn dono kay darmiyan aur ( kurra-e-khak ) kay neechay ki her aik cheez per hai.
उसी का है जो कुछ आकाशों में है और जो कुछ धरती में है और जो कुछ इन दोनों के मध्य है और जो कुछ आर्द्र मिट्टी के नीचे है
And if you speak aloud - then indeed, He knows the secret and what is [even] more hidden.
Agar tu unchi baat kahey to woh to her aik posheeda bulkay posheeda say posheeda tar cheez ko bhi ba-khoobi janta hai.
तुम चाहे बात पुकार कर कहो (या चुपके से), वह तो छिपी हुई और अत्यन्त गुप्त बात को भी जानता है
Allah - there is no deity except Him. To Him belong the best names.
Wohi Allah hai jiss kay siwa koi mabood nahi behtareen naam ussi kay hain.
अल्लाह, कि उस के सिवा कोई पूज्य-प्रभू नहीं। उस के नाम बहुत ही अच्छे हैं।