And whoever does that in aggression and injustice - then We will drive him into a Fire. And that, for Allah , is [always] easy.
Aur jo shaks yeh ( na farmaniyan ) sirkashi aur zulm say keray ga to un qarib hum uss ko aag mein dakhil keren gay. Aur yeh Allah per aasan hai.
और जो शख़्स नाफ़रमानी और जु़ल्म से ऐसा करेगा उसको हम ज़रूर आग में डालेंगे, और यह अल्लाह के लिए आसान है।
Except the path of Hell; they will abide therein forever. And that, for Allah , is [always] easy.
Ba-juz jahannum ki raah kay jiss mein woh hamesha hamesha paray rahen gay aur yeh Allah Taalaa per bilkul aasan hai.
सिवाए दोज़ख़ के रास्ते के जिसमें वे हमेशा-हमेश रहेंगे, और यह बात अल्लाह के लिए बहुत मामूली है।
And if they had been entered upon from all its [surrounding] regions and fitnah had been demanded of them, they would have done it and not hesitated over it except briefly.
Aur agar madiney kay aitraaf say unn per ( lashker ) dakhil kiye jatay phir unn say fitna talab kiya jata to yeh zaroor issay barpa ker detay aur na lartay magar thori muddat.
और यदि उस के चतुर्दिक से उन पर हमला हो जाता, फिर उस समय उन से उपद्रव के लिए कहा जाता, तो वे ऐसा कर डालते और इसमें विलम्ब थोड़े ही करते!
Indisposed toward you. And when fear comes, you see them looking at you, their eyes revolving like one being overcome by death. But when fear departs, they lash you with sharp tongues, indisposed toward [any] good. Those have not believed, so Allah has rendered their deeds worthless, and ever is that, for Allah , easy.
Tumhari madad mein ( pooray ) bakheel hain phir jab khof-o-dehshat ka moqa aajaye to aap enhen dekhen gay kay aap ki taraf nazar jama detay hain aur inn ki aankhen iss tarah ghoomti hain jaisay uss shaks ki jiss per maut ki ghashi taari ho. Phir jab khof jata rehta hai to tum per apni tez zabano say bari baaten banatay hain maal kay baray hi harees hain yeh eman laye hi nahi hain Allah Taalaa ney inn kay tamam aemaal nabood ker diye hain aur Allah Taalaa per yeh boht hi aasan hai.
तुम्हारे साथ कृपणता से काम लेते हैं। अतः जब भय का समय आ जाता है, तो तुम उन्हें देखते हो कि वे तुम्हारी ओर इस प्रकार ताक रहे कि उन की आँखें चक्कर खा रही है, जैसे किसी व्यक्ति पर मौत की बेहोशी छा रही हो। किन्तु जब भय जाता रहता है तो वे माल के लोभ में तेज़ ज़बाने तुम पर चलाते हैं। ऐसे लोग ईमान लाए ही नहीं। अतः अल्लाह ने उन के कर्म उन की जान को लागू कर दिए। और यह अल्लाह के लिए बहुत सरल है
O wives of the Prophet, whoever of you should commit a clear immorality - for her the punishment would be doubled two fold, and ever is that, for Allah , easy.
Aey nabi ki biwiyo! Tum mein say jo bhi khulli bey hayaee ( ka irtikab ) keray gi ussay dohra dohra azab diya jayega aur Allah Taalaa key nazdeek yeh boht hi sehal ( si baat ) hai.
ऐ नबी की स्त्रियों! तुम में से जो कोई प्रत्यक्ष अनुचित कर्म करे तो उस के लिए दोहरी यातना होगी। और यह अल्लाह के लिए बहुत सरल है