Never would the Messiah disdain to be a servant of Allah , nor would the angels near [to Him]. And whoever disdains His worship and is arrogant - He will gather them to Himself all together.
Maseeh ( alh-e-salam ) ko Allah ka banda honey mein ko nang-o-aar ya takabbur-o-inkar hergiz ho hi nahi sakta aur na muqarrab farishton ko uss ki bandagi say jo bhi dil churaye aur takabbur-o-inkar keray Allah Taalaa unn sab ko ikhatta apni taraf jama keray ga.
मसीह को हरगिज़ अल्लाह का बंदा बनने से आर (नागवारी) न होगी और न मुक़र्रब फ़रिश्तों को होगी, और जो अल्लाह की बंदगी से आर (नागवारी) करेगा और तकब्बुर करेगा तो अल्लाह ज़रूर सबको अपने पास जमा करेगा।
Allah presents an example: a slave [who is] owned and unable to do a thing and he to whom We have provided from Us good provision, so he spends from it secretly and publicly. Can they be equal? Praise to Allah ! But most of them do not know.
Allah Taalaa aik misal biyan farmata hai kay aik ghulam hai doosray ki milkiyat ka jo kissi baat ka ikhtiyar nahi rakhta aur aik aur shaks hai jissay hum ney apney pass say maqool rozi dey rakhi hai. Kiya yeh sab barabar ho saktay hain? Allah Taalaa hi kay liye sab tareef hai bulkay inn mein say aksar nahi jantay.
और अल्लाह मिसाल बयान करता है एक ग़ुलाम ममलूक की जो किसी चीज़ पर इख़्तियार नहीं रखता, और एक शख़्स जिसको हमने अपने पास से अच्छा रिज़्क़ दिया है पस वे उसमें से छुपा कर और ज़ाहिर करके ख़र्च करता है, क्या ये बराबर होंगे, सारी तारीफ़ अल्लाह के लिए है, लेकिन अकसर लोग नहीं जानते।
O descendants of those We carried [in the ship] with Noah. Indeed, he was a grateful servant.
Aey unn logon ki aulad! Jinhen hum ney nooh kay sath sawar ker diya tha woh humara bara hi shukar guzaar banda tha.
तुम उन लोगों की औलाद हो जिनको हमने नूह (अलै॰) के साथ सवार किया था, बेशक वे एक शुक्रगुज़ार बंदे थे।
And they found a servant from among Our servants to whom we had given mercy from us and had taught him from Us a [certain] knowledge.
Pus humaray bandon mein say aik banday ko paya jissay hum ney apney pass ki khas rehmat ata farma rakhi thi aur ussay apney pass say khas ilm sikha rakha tha.
फिर उन्होंने हमारे बन्दों में से एक बन्दे को पाया, जिसे हम ने अपने पास से दयालुता प्रदान की थी और जिसे अपने पास से ज्ञान प्रदान किया था
There is no one in the heavens and earth but that he comes to the Most Merciful as a servant.
Aasman-o-zamin mein jo bhi hain sab kay sab Allah kay ghulam bann ker hi aaney walay hain.
आकाशों और धरती में जो कोई भी है एक बन्दें के रूप में रहमान के पास आने वाला है
A servant when he prays?
Jabkay who banda salat ada kerta hai
जो एक बन्दे को रोकता है, जब वह नमाज़ अदा करता है? -