I convey to you the messages of my Lord and advise you; and I know from Allah what you do not know.
Tum ko apney perwerdigar ka payghaam phonchata hun aur tumhari khair khuwaee kerta hun aur mein Allah ki taraf say unn umoor ki khabar rakhta hun jin ki tum ko khabar nahi.
तुमको अपने रब के पैग़ामात पहुँचा रहा हूँ और तुम्हारी भलाई चाह रहा हूँ, और मैं अल्लाह की तरफ़ से वह बात जानता हूँ जो तुम नहीं जानते।
I convey to you the messages of my Lord, and I am to you a trustworthy adviser.
Tum ko apney perwerdigar kay paygham phonchata hun aur mein tumhara amanatdaar aur khair khuwa hun.
तुमको अपने रब के पैग़ामात पहुँचा रहा हूँ और मैं तुम्हारे हक़ में ख़ैर-ख़्वाह, अमानतदार हूँ।
And he turned away from them and said, "O my people, I had certainly conveyed to you the messages of my Lord and advised you, so how could I grieve for a disbelieving people?"
Uss waqt shoaib ( alh-e-salam ) unn say mun mor ker chalay aur farmaney lagay kay aey meri qom! Mein ney tum ko apney perwerdigar kay ehkaam phoncha diye thay aur mein ney tumhari khair khuwahi ki. Phir mein inn kafir logon per kiyon ranj keroon.
उस वक़्त शुऐब (अलै॰) उनसे मुँह मोड़कर चले और कहा कि ऐ मेरी क़ौम! मैं तुमको अपने रब के पैग़ामात पहुँचा चुका और तुम्हारी ख़ैर-ख़्वाही कर चुका, अब मैं क्या अफ़सोस करूँ मुनकिरों पर।
[ Allah praises] those who convey the messages of Allah and fear Him and do not fear anyone but Allah . And sufficient is Allah as Accountant.
Yeh sab aisay thay kay Allah Taalaa key ehkaam phonchaya kertay thay aur Allah hi say dartay thay aur Allah kay siwa kissi say nahi dartay thay aur Allah Taalaa hisab leney kay liye kafi hai.
जो अल्लाह के सन्देश पहुँचाते थे और उसी से डरते थे और अल्लाह के सिवा किसी से नहीं डरते थे। और हिसाब लेने के लिए अल्लाह काफ़ी है। -
That he may know that they have conveyed the messages of their Lord; and He has encompassed whatever is with them and has enumerated all things in number.
Takay unkay apney rab kay paygham phoncha denay ka ilm hojaey.Allah talah ney unkay aas pass ( ki tamam cheezon ) ka ehaata ker rakha hai aur her cheez ki gintee ka shumaar ker rakha hai
ताकि वह यक़ीनी बना दे कि उन्होंने अपने रब के सन्देश पहुँचा दिए और जो कुछ उन के पास है उसे वह घेरे हुए है और हर चीज़ को उस ने गिन रखा है।"