And whenever a surah is revealed, there are among the hypocrites those who say, "Which of you has this increased faith?" As for those who believed, it has increased them in faith, while they are rejoicing.
Aur jab koi surat nazil ki jati hai to baaz munafiqeen kehtay hain kay iss surat ney tum mein say kiss kay eman ko ziyada kiya hai so log jo eman walay hain iss surat ney unn kay eman ko ziyada kiya hai aur woh khush horahey hain.
और जब कोई सूरत उतरती है तो उनमें से बअज़ कहते हैं कि इसने तुम में से किस का ईमान बढ़ा दिया है पस जो ईमान वाले हैं उनका इसने ईमान बढ़ा दिया है और वे ख़ुश हो रहे हैं।
And it is He who created the heavens and the earth in six days - and His Throne had been upon water - that He might test you as to which of you is best in deed. But if you say, "Indeed, you are resurrected after death," those who disbelieve will surely say, "This is not but obvious magic."
Allah hi woh hai jiss ney cheh din mein aasman-o-zamin ko peda kiya aur uss ka arsh pani per tha takay woh tumhen aazmaye kay tum mein say achay amal wala kaun hai agar aap inn say kahen kay tum log marney kay baad utha kharay kiye jaogay to kafir log palat ker jawab den gay kay yeh to nira saaf saaf jadoo hi hai.
और वही है जिसने आसमानों और ज़मीन को छः दिनों में पैदा किया और उसका अर्श पानी पर था; ताकि तुमको आज़माए कि कौन तुम में से अच्छा काम करता है, और अगर आप कहो कि मरने के बाद तुम लोग उठाए जाओगे तो मुनकिरीन कहते हैं कि यह तो एक खुला हुआ जादू है।
[Solomon] said, "O assembly [of jinn], which of you will bring me her throne before they come to me in submission?"
Aap ney farmaya aey sardaro! Tum mein koi hai jo unn kay musalman ho ker phonchney say pehlay hi uss ka takht mujhay laa dey.
उस ने (सुलैमान ने) कहा, "ऐ सरदारो! तुम में कौन उस का सिंहासन लेकर मेरे पास आता है, इससे पहले कि वे लोग आज्ञाकारी होकर मेरे पास आएँ?"
[He] who created death and life to test you [as to] which of you is best in deed - and He is the Exalted in Might, the Forgiving -
Jiss nay mot aur hayat ko iss liye peda kiya kay tumhen aazmaye kay tum mein say achay kaam kon kerta hai aur woh ghalib ( aur ) bakhshnay wala hai.
जिस ने पैदा किया मृत्यु और जीवन को, ताकि तुम्हारी परीक्षा करे कि तुम में कर्म की दृष्टि से कौन सबसे अच्छा है। वह प्रभुत्वशाली, बड़ा क्षमाशील है। -