Indeed in that is a sign for those who fear the punishment of the Hereafter. That is a Day for which the people will be collected, and that is a Day [which will be] witnessed.
Yaqeenan iss mein unn logon kay liye nishan-e-ibrat hai jo qayamat kay azab say dartay hain. Woh din jiss mein sab log jama kiye jayen gay aur woh, woh din hai jiss mein sab hazir kiye jayen gay.
इसमें उन लोगों के लिए निशानी है जो आख़िरत के अज़ाब से डरें, वह एक ऐसा दिन है जिसमें सब लोग जमा होंगे और वह हाज़िरी का दिन होगा।
Indeed, We have sent down to you the Book, [O Muhammad], in truth. So worship Allah , [being] sincere to Him in religion.
Yaqeenan hum ney iss kitab ko aap ki taraf haq kay sath nazil farmaya hai pus aap Allah hi ki ibadat keren ussi kay liye deen ko khalis kerti huyey.
निस्संदेह हम ने यह किताब तुम्हारी ओर सत्य के साथ अवतरित की है
Say, [O Muhammad], "Indeed, I have been commanded to worship Allah , [being] sincere to Him in religion.
Aap keh dijiye! Kay mujhay hukum diya gaya hai kay Allah Taalaa ki iss tarah ibadat keroon kay ussi kay liye ibadat ko khalis ker loon.
कह दो, "मुझे तो आदेश दिया गया है कि मैं अल्लाह की बन्दगी करूँ, धर्म (भक्तिभाव एवं निष्ठान) को उसी के लिए विशुद्ध करते हुए