So exalt [ Allah ] with praise of your Lord and be of those who prostrate [to Him].
Aap apney perwerdigar ki tasbeeh aur hamd biyan kertay rahen aur sajda kerney walon mein shamil hojayen.
पस आप अपने रब की हम्द के साथ उसकी तस्बीह कीजिए और सज्दा करने वालों में से बन जाइए।
So be patient over what they say and exalt [ Allah ] with praise of your Lord before the rising of the sun and before its setting; and during periods of the night [exalt Him] and at the ends of the day, that you may be satisfied.
Pus inn ki baton per sabar ker aur apney perwerdigar ki tasbeeh aur tareef biyan kerta reh sooraj nikalney say pehlay aur uss kay dobney say pehlay raat kay mukhtalif waqton mein bhi aur din kay hisson mein bhi tasbeeh kerta reh boht mumkin hai kay tu razi ho jaye.
अतः जो कुछ वे कहते हैं उसपर धैर्य से काम लो और अपने रब का गुणगान करो, सूर्योदय से पहले और उस के डूबने से पहले, और रात की घड़ियों में भी तसबीह करो, और दिन के किनारों पर भी, ताकि तुम राज़ी हो जाओ
So exalt the name of your Lord, the Most Great.
Pus apney boht baray rab kay naam ki tasbeeh kiya kero.
अतः तुम अपने महान रब के नाम की तसबीह करो
So exalt the name of your Lord, the Most Great.
Pus tu apney azeem-ul-shaan perwerdigar ki tasbeeh ker.
अतः तुम अपने महान रब की तसबीह करो
So exalt the name of your Lord, the Most Great.
Pus to apney rab e azeem ki paki biyan ker.
अतः तुम अपने महिमावान रब के नाम की तसबीह (गुणगान) करो
Then exalt [Him] with praise of your Lord and ask forgiveness of Him. Indeed, He is ever Accepting of repentance.
To apnay rabb ki tasbeeh karney lag hamd kay sath aur uss say maghfirat ki dua maang bey shak woh bara hi tauba qabool karney wala hai.
तो अपने रब की प्रशंसा करो और उस से क्षमा चाहो। निस्संदेह वह बड़ा तौबा क़बूल करने वाला है