To Allah belongs whatever is in the heavens and whatever is in the earth. Whether you show what is within yourselves or conceal it, Allah will bring you to account for it. Then He will forgive whom He wills and punish whom He wills, and Allah is over all things competent.
Aasmanon aur zamin ki her cheez Allah Taalaa hi ki milkiyat hai. Tumharay dilon mein jo kuch hai ussay tum zahir kero ya chupao Allah Taalaa uss ka hisab tum say ley ga. Phir jissay chahaye bakshay aur jissay chahaye saza dey aur Allah Taalaa her cheez per qadir hai.
अल्लाह ही का है जो कुछ आसमानों में है और जो ज़मीन में है, तुम अपने दिल की बातों को ज़ाहिर करो या छुपाओ अल्लाह तुमसे उनका हिसाब लेगा, फिर जिसको चाहेगा बख़्शेगा और जिसको चाहेगा सज़ा देगा, और अल्लाह हर चीज़ पर क़ुदरत वाला है।
If [instead] you show [some] good or conceal it or pardon an offense - indeed, Allah is ever Pardoning and Competent.
Agar tum kissi neki ko aelaaniya kero ya posheeda ya kiss buraee say dar guzar kero pus yaqeenan Allah Taalaa poori moafi kerney wala aur poori qudrat wala hai.
अगर तुम भलाई को ज़ाहिर करो या उसको छुपाओ या किसी बुराई से दरगुज़र करो तो अल्लाह माफ़ करने वाला, क़ुदरत रखने वाला है।
Whether you reveal a thing or conceal it, indeed Allah is ever, of all things, Knowing.
Tum kissi cheez ko zahir kero ya makhfi rakho Allah to her her cheez ka ba-khoobi ilm rakhney wala hai.
तुम चाहे किसी चीज़ को व्यक्त करो या उसे छिपाओ, अल्लाह को तो हर चीज़ का ज्ञान है