Those - their reward is forgiveness from their Lord and gardens beneath which rivers flow [in Paradise], wherein they will abide eternally; and excellent is the reward of the [righteous] workers.
Enhin kay badla unn kay rab ki taraf say maghfirat hai aur jannaten hain jin kay neechay nehren behti hain jin mein woh hamesha rahen gay inn nek kaamon kay kerney walon ka sawab kiya hi acha hai.
ये लोग हैं कि उनका बदला उनके रब की तरफ़ से मग़्फ़िरत है, और ऐसे बाग़ात हैं जिनके नीचे से नहरें बहती होंगी, उनमें वे हमेशा रहेंगे, कैसा अच्छा बदला है (नेक) काम करने वालों का।
Those to whom hypocrites said, "Indeed, the people have gathered against you, so fear them." But it [merely] increased them in faith, and they said, "Sufficient for us is Allah , and [He is] the best Disposer of affairs."
Woh log kay jab inn say logon ney kaha kay kafiron ney tumharay muqabley mein lashkar jama ker liye hain tum unn say khof khao to iss baat ney unhen eman mein aur barha diya aur kehne lagay humen Allah kafi hai aur woh boht acha kaar saaz hai.
जिन से लोगों ने कहा कि दुश्मनों ने तुम्हारे ख़िलाफ़ बड़ी ताक़त जमा कर ली है पस उनसे डरो, लेकिन इस चीज़ ने उनके ईमान में और इज़ाफ़ा कर दिया और उन्होंने कहाः अल्लाह हमारे लिए काफ़ी है और वह बेहतरीन कारसाज़ है।
But if they turn away - then know that Allah is your protector. Excellent is the protector, and Excellent is the helper.
Aur agar roo gardaani keren to yaqeen rakhen kay Allah Taalaa tumhara kaar saaz hai woh boht acha kaar saaz hai aur boht acha madadgar hai.
और अगर उन्होंने मुँह फेर लिया तो जान लो कि अल्लाह ही तुम्हारा मौला है, और क्या ही अच्छा मौला है और क्या ही अच्छा मददगार है।
And strive for Allah with the striving due to Him. He has chosen you and has not placed upon you in the religion any difficulty. [It is] the religion of your father, Abraham. Allah named you "Muslims" before [in former scriptures] and in this [revelation] that the Messenger may be a witness over you and you may be witnesses over the people. So establish prayer and give zakah and hold fast to Allah . He is your protector; and excellent is the protector, and excellent is the helper.
Aur Allah ki raah mein wesa hi jihad kero jesay jihad ka haq hai ussi ney tumhen bargazeedah banaya hai aur tum per deen kay baray mein koi tangi nahi daali deen apnay baap ibrahim ( alh-e-salam ) ka qaeem rakho ussi Allah ney tumhara naam musalman rakha hai iss quran say pehlay aur iss mein bhi takay payghumbar tum per gawah hojaye aur tum tamam logon kay gawah bann jao. Pus tumhen chahiye kay namazen qaeen rakho aur zakat ada kertay raho aur Allah ko mazboor thaam lo wohi tumhara wali aur malik hai. Pus kiya hi acha malik hai aur kitna hi behtar madadgar hai.
और परस्पर मिलकर जिहाद करो अल्लाह के मार्ग में, जैसा कि जिहाद का हक़ है। उस ने तुम्हें चुन लिया है - और धर्म के मामले में तुम पर कोई तंगी और कठिनाई नहीं रखी। तुम्हारे बाप इबराहीम के पंथ को तुम्हारे लिए पसन्द किया। उस ने इस से पहले तुम्हारा नाम मुस्लिम (आज्ञाकारी) रखा था और इस ध्येय से - ताकि रसूल तुम पर गवाह हो और तुम लोगों पर गवाह हो। अतः नमाज़ का आयोजन करो और ज़कात दो और अल्लाह को मज़बूती से पकड़े रहो। वही तुम्हारा संरक्षक है। तो क्या ही अच्छा संरक्षक है और क्या ही अच्छा सहायक!