Do you not see that to Allah prostrates whoever is in the heavens and whoever is on the earth and the sun, the moon, the stars, the mountains, the trees, the moving creatures and many of the people? But upon many the punishment has been justified. And he whom Allah humiliates - for him there is no bestower of honor. Indeed, Allah does what He wills.
Kiya tu nahi dekh raha kay Allah kay samney sajday mein hain sab aasmano walay aur sab zamino walay aur sooraj aur chand aur sitaray aur pahar aur darakht aur janwar aur boht say insan bhi. Haan boht say woh bhi hain jin per azab ka maqoola sabit ho chuka hai jisay rab zaleel ker dey ussay koi izzat deney wala nahi Allah jo chahata hai kerta hai.
क्या तुम नें देखा नहीं कि अल्लाह ही को सजदा करते हैं वे सब जो आकाशों में है और जो धरती में है, और सूर्य, चन्द्रमा, तारे पहाड़, वृक्ष, जानवर और बहुत-से मनुष्य? और बहुत-से ऐसे हैं जिन पर यातना का औचित्य सिद्ध हो चुका है, और जिसे अल्लाह अपमानित करे उसे सम्मानित करने वाला कोई नहीं। निस्संदेह अल्लाह जो चाहे करता है
And he cast a look at the stars
Abb ibrahim ( alh-e-salam ) ney aik nigah sitaron ki taraf uthaee.
फिर उस ने एक दृष्टि तारों पर डाली
By the heaven containing pathways,
Qasam hai raahon walay aasman ki.
गवाह है धारियों वाला आकाश।
By those [angels] who extract with violence
Doob ker sakhti say khenchnay walon ki qasam!
गवाह हैं वे (हवाएँ) जो ज़ोर से उखाड़ फैंके,
And when the stars fall, dispersing,
Aur jab sitary by noor hojaein gay
सारे तारे मैले हो जाएँगे,
It is the piercing star -
Wo roshan sitara hay
दमकता हुआ तारा! -