When he said to his father and his people, "What are these statues to which you are devoted?"
Jabkay uss ney apney baap say aur pani qom say kaha kay yeh moortiyan jin kay tum mujawar bann bethay ho kiya hain?
जब उस ने अपने बाप और अपनी क़ौम से कहा, "ये मूर्तियाँ क्या है, जिनसे तुम लगे बैठे हो?"
They said, "We worship idols and remain to them devoted."
Unhon ney jawab diya kay ibadat kertay hain buton ki hum to barbar inn kay mujawar bann bethay hain.
उन्होंने कहा, "हम बुतों की पूजा करते हैं, हम तो उन्हीं की सेवा में लगे रहेंगे।"
They made for him what he willed of elevated chambers, statues, bowls like reservoirs, and stationary kettles. [We said], "Work, O family of David, in gratitude." And few of My servants are grateful.
Jo kuch suleman chahatay woh jinnat tayyar ker detay maslan qilay aur mujassmay aur hozon kay barabar lagan aur choolhon per jami hui mazboot deygen aey aal-e-dawood iss kay shukriya mein nek amal kero meray bandon mein say shukar guzar banday kum hi hotay hain.
वे उस के लिए बनाते, जो कुछ वह चाहता - बड़े-बड़े भवन, प्रतिमाएँ, बड़े हौज़ जैसे थाल और जमी रहने वाली देगें - "ऐ दाऊद के लोगों! कर्म करो, कृतज्ञता दिखाने के रूप में। मेरे बन्दों में कृतज्ञ थोड़े ही हैं।"
And [mention, O Muhammad], when Abraham said to his father Azar, "Do you take idols as deities? Indeed, I see you and your people to be in manifest error."
Aur woh waqt bhi yaad kerney kay qabil hai jab ibrahim ( alh-e-salam ) ney apney baap aazar say farmaya kay kiya tu button ko mabood qarar deta hai? Be-shak mein tujh ko aur teri sari qom ko sareeh gumrahi mein dekhta hun.
और जब इब्राहीम (अलै॰) ने अपने बाप आज़र से कहा कि क्या तुम बुतों को ख़ुदा मानते हो? मैं तुमको और तुम्हारी क़ौम को खुली हुई गुमराही में देखता हूँ।