And if you could see when they are terrified but there is no escape, and they will be seized from a place nearby.
Aur agar aap ( woh waqt ) mulahiza keren jabkay yeh kuffaar ghabraye phiren gay phir nikal bhagney ki koi soorat na hogi aur qareeb ki jaga say giriftar ker liye jayen gay.
और यदि तुम देख लेते जब वे घबराए हुए होंगे; फिर बचकर भाग न सकेंगे और निकट स्थान ही से पकड़ लिए जाएँगे
And they will [then] say, "We believe in it!" But how for them will be the taking [of faith] from a place far away?
Uss waqt kahen gay kay hum iss quran per eman laye lekin iss qadar door jaga say ( matlooba cheez ) kaisay hath aa sakti hai.
और कहेंगे, "हम उस पर ईमान ले आए।" हालाँकि उन के लिए कहाँ सम्भव है कि इतने दूरस्थ स्थान से उसको पा सकें
And they had already disbelieved in it before and would assault the unseen from a place far away.
Iss say pehlay to enhon ney iss say kufur kiya tha aur door daraz say binn dekhay hi phenktay rahey.
इस से पहले तो उन्होंने उस का इनकार किया और दूरस्थ स्थान से बिन देखे तीर-तूक्के चलाते रहे
And prevention will be placed between them and what they desire, as was done with their kind before. Indeed, they were in disquieting denial.
Inn ki chahaton aur inn kay darmiyan pardah haael ker diya gaya jaisa kay iss say pehlay bhi inn jaison kay sath kiya gaya woh bhi ( inhi ki tarah ) shak-o-taraddud mein ( paray huyey ) thay.
उन के और उन की चाहतों के बीच रोक लगा दी जाएगी; जिस प्रकार इस से पहले उन के सहमार्गी लोगों के साथ मामला किया गया। निश्चय ही वे डाँवाडोल कर देने वाले संदेह में पड़े रहे हैं