And how many angels there are in the heavens whose intercession will not avail at all except [only] after Allah has permitted [it] to whom He wills and approves.
Aur boht say farishtay aasmanon mein hain jinki sifarish kuch bhi nafa nahi dey sakti magar yeh aur baat hai kay Allah taalaa apni khushi aur apni chahat say jioss kay liye chahye ijazat dey dey.
आकाशों में कितने ही फ़रिश्ते हैं, उन की सिफ़ारिश कुछ काम नहीं आएगी; यदि काम आ सकती है तो इस के पश्चात ही कि अल्लाह अनुमति दे, जिसे चाहे और पसन्द करे।
Indeed, those who do not believe in the Hereafter name the angels female names,
Be-shak jo log aakhirat per eman nahi rakhtay woh farishton ka zanana naam muqarrar kertay hain.
जो लोग आख़िरत को नहीं मानते, वे फ़रिश्तों को देवियों के नाम से अभिहित करते हैं,
And they have thereof no knowledge. They follow not except assumption, and indeed, assumption avails not against the truth at all.
Halankay unhen iss ka koi ilm nahi woh sirf apney gumaan kay peechay paray huye hain aur be-shak weham ( o-guman ) haq kay muqablay mein kuch kaam nahi deta.
हालाँकि इस विषय में उन्हें कोई ज्ञान नहीं। वे केवल अटकल के पीछे चलते हैं, हालाँकि सत्य से जो लाभ पहुँचता है वह अटकल से कदापि नहीं पहुँच सकता।
So turn away from whoever turns his back on Our message and desires not except the worldly life.
To app iss say mun mor len jo humari yaad say mun moray aur jinka iradah ba-juz zindagan-e-duniya kay aur kuch na ho.
अतः तुम उसको ध्यान में न लाओ जो हमारे ज़िक्र से मुँह मोड़ता है और सांसारिक जीवन के सिवा उस ने कुछ नहीं चाहा
That is their sum of knowledge. Indeed, your Lord is most knowing of who strays from His way, and He is most knowing of who is guided.
Yehi inn kay ilm ki inteha hai aap ka rab iss say khoob waqif hai jo iss ki raah say bhatak gaya hai aur wohi khoob waqif hai iss say bhi jo raah yafta hai.
ऐसे लोगों के ज्ञान की पहुँच बस यहीं तक है। निश्चय ही तुम्हारा रब ही उसे भली-भाँति जानता है जो उस के मार्ग से भटक गया और वही उसे भी भली-भाँति जानता है जिस ने सीधा मार्ग अपनाया