And if the deceased was of those brought near to Allah ,
Pus jo koi barah-e-elaahi say qareeb kiya hua hoga.
फिर यदि वह (अल्लाह के) निकटवर्तियों में से है;
Then [for him is] rest and bounty and a garden of pleasure.
Ussay to rahat hai aur ghizayen hain aur aaram wali jannat hai.
तो (उस के लिए) आराम, सुख-सामग्री और सुगंध है, और नेमत वाला बाग़ है
And if he was of the companions of the right,
Aur jo shaks dahanay walon mein say hai.
और यदि वह भाग्यशालियों में से है,
Then [the angels will say], "Peace for you; [you are] from the companions of the right."
To bhi salamti hai teray liye kay tu dahanay walon mein say hai.
तो "सलाम है तुम्हें कि तुम सौभाग्यशाली में से हो।"
But if he was of the deniers [who were] astray,
Lekin agar koi jhut lanay walon gumrahaon mein say hai.
किन्तु यदि वह झुठलाने वालों, गुमराहों में से है;
Then [for him is] accommodation of scalding water
To kholtay huye garum pani ki mehmaani hai.
तो उस का पहला सत्कार खौलते हुए पानी से होगा
And burning in Hellfire
Aur dozakh mein jana hai.
फिर भड़कती हुई आग में उन्हें झोंका जाना है
Indeed, this is the true certainty,
Yeh khabar sirasir haq aur qaton yaqeeni hai.
निस्संदेह यही विश्वसनीय सत्य है
So exalt the name of your Lord, the Most Great.
Pus tu apney azeem-ul-shaan perwerdigar ki tasbeeh ker.
अतः तुम अपने महान रब की तसबीह करो