And when it is said to them, "Come to what Allah has revealed and to the Messenger," you see the hypocrites turning away from you in aversion.
Inn say jab kabhi kaha jaye kay Allah Taalaa kay nazil kerda kalaam ki aur rasoll lullah ( PBUH ) ki taraf aao to aap dekh len gay kay yeh munafiq aap say mun pher kay rukay jatay hain.
और जब उनसे कहा जाता है कि आओ अल्लाह की उतारी हुई किताब की तरफ़ और रसूल की तरफ़ तो आप देखोगे कि मुनाफ़िक़ीन आपसे कतरा जाते हैं।
Who averted [people] from the way of Allah and sought to make it [seem] deviant while they were, concerning the Hereafter, disbelievers.
Jo Allah ki raah say aeyraaz kertay thay aur iss mein kuji talash kertay thay aur woh log aakhirat kay bhi munkir thay.
जो अल्लाह की राह से रोकते थे और उसमें कजी (टेढ़ापन) ढूँढते थे और वे आख़िरत के मुनकिर थे।
But why should Allah not punish them while they obstruct [people] from al-Masjid al- Haram and they were not [fit to be] its guardians? Its [true] guardians are not but the righteous, but most of them do not know.
Aur inn mein kiya baat hai kay inn ko Allah Taalaa saza na dey halankay woh log masjid-e-haram say roktay hain jabkay woh log iss masjid kay mutawalli nahi. Iss kay mutawalli to siwaye muttaqiyon kay aur ashkhaas nahi lekin inn mein aksar log ilm nahi rakhtay.
और अल्लाह उनको क्यों अज़ाब नहीं देगा हालाँकि वे मस्जिदे-हराम से रोकते हैं जबकि वे उसके मुतवल्ली नहीं, उसके मुतवल्ली तो सिर्फ़ अल्लाह से डरने वाले ही हो सकते हैं, मगर उनमें से अकसर इसको नहीं जानते।
Who averted [people] from the way of Allah and sought to make it [seem] deviant while they, concerning the Hereafter, were disbelievers.
Jo Allah ki raah say roktay hain aur iss mein kuji talash ker letay hain. Yehi aakhirat kay munkir hain.
उन लोगों के ऊपर जो अल्लाह के रास्ते से लोगों को रोकते हैं और उसमें कजी (टेढ़ापन) ढूँढते हैं, और यही लोग आख़िरत के मुनकिर हैं।
And when it is said to them, "Come, the Messenger of Allah will ask forgiveness for you," they turn their heads aside and you see them evading while they are arrogant.
Aur jab inn say kaha jata hai aao tumharay liye Allah kay rasool istaghfaar keren to apney sir matkatay hain aur aap dekhen gay kay woh takabbur kertay huye ruk jatay hain.
और जब उन से कहा जाता है, "आओ, अल्लाह का रसूल तुम्हारे लिए क्षमा की प्रार्थना करे।" तो वे अपने सिर मटकाते हैं और तुम देखते हो कि घमंड के साथ खिंचे रहते हैं