How wretched is that for which they sold themselves - that they would disbelieve in what Allah has revealed through [their] outrage that Allah would send down His favor upon whom He wills from among His servants. So they returned having [earned] wrath upon wrath. And for the disbelievers is a humiliating punishment.
Boht buri hai woh cheez jiss kay badlay enhon ney apney aap ko baich dala woh inn kay kufur kerna hai. Allah Taalaa ki taraf say nazil shuda cheez kay sath mehaz iss baat say jal ker kay Allah Taalaa ney apna fazal apney jiss banday per chaha nazil farmaya iss kay baees ye log ghazab per ghazab kay mustahiq hogaye aur inn kafiron kay liye ruswa kerney wala azab hai.
कैसी बुरी है वह चीज़ जिसके बदले उन्होंने अपनी जानों का सौदा किया कि वे इनकार कर रहे हैं अल्लाह के उतारे हुए कलाम का इस ज़िद की बिना पर कि अल्लाह अपने फ़ज़्ल से अपने बन्दों में से जिस पर चाहे उतारे; पस वो ग़ुस्से पर ग़ुस्सा कमा कर लाए, और इनकार करने वालों के लिए ज़िल्लत का अज़ाब है।
O you who have believed, say not [to Allah 's Messenger], "Ra'ina" but say, "Unthurna" and listen. And for the disbelievers is a painful punishment.
Aey eman walo! Tum nabi ( PBUH ko ) Raaeena na kaha kero un-zurna kaho yani humari taraf dekhiye aur suntay raha kero aur kafiron kay liye dard naak azab hai.
ऐ ईमान वालो! तुम “राअ़िना” न कहो बल्कि “उन्ज़ुरना” कहो और सुनो, और कुफ़्र करने वालों के लिए दर्दनाक सज़ा है।
Have they not traveled through the land and seen how was the end of those before them? Allah destroyed [everything] over them, and for the disbelievers is something comparable.
Kiya inn logon nay zamin mein chal phir ker iss ka moaeena nahi kiya kay inn say pehlay kay logon ka nateeja kiya hua? Allah ney unhen halak ker diya aur kafiron kay liye iss tarah ki sazayen hain.
क्या वे धरती में चले-फिरे नहीं कि देखते कि उन लोगों का कैसा परिणाम हुआ जो उन से पहले गुज़र चुके हैं? अल्लाह ने उन्हें तहस-नहस कर दिया और इनकार करने वालों के लिए ऐसे ही मामले होने हैं
And he who does not find [a slave] - then a fast for two months consecutively before they touch one another; and he who is unable - then the feeding of sixty poor persons. That is for you to believe [completely] in Allah and His Messenger; and those are the limits [set by] Allah . And for the disbelievers is a painful punishment.
Haan jo shaks na paye uss kay zimmay do maheenon kay laga taar rozay hain iss say pehlay kay aik doosray ko haath lagayen aur jiss shaks ko yeh taqat bhi na ho uss per saathh ( 60 ) miskeenon ka khana khilana hai. Yeh iss liye kay tum Allah ki aur uss kay rasool ki hukum bardari kero yeh Allah Taalaa ki muqarrar kerda hadden hain aur kuffaar hi kay liye dard naak azab hai.
किन्तु जिस किसी को ग़ुलाम प्राप्त न हो तो वह निरन्तर दो माह रोज़े रखे, इस से पहले कि वे दोनों एक-दूसरे को हाथ लगाएँ और जिस किसी को इस की भी सामर्थ्य न हो तो साठ मुहताजों को भोजन कराना होगा। यह इसलिए कि तुम अल्लाह और उस के रसूल पर ईमान वाले सिद्ध हो सको। ये अल्लाह की निर्धारित की हुई सीमाएँ हैं। और इनकार करने वाले के लिए दुखद यातना है
Indeed, those who oppose Allah and His Messenger are abased as those before them were abased. And We have certainly sent down verses of clear evidence. And for the disbelievers is a humiliating punishment.
Be-shak jo log Allah aur uss kay rasool ki mukhalifat kertay hain woh zaleel kiye jayen gay jaisay unn say pehlay kay log zaleel kiye gaye thay aur be-shak hum wazeh aayaten utaar chuken hain aur kafiron kay liye to zillat wala azab hai.
जो लोग अल्लाह और उस के रसूल का विरोध करते हैं, वे अपमानित और तिरस्कृत होकर रहेंगे, जैसे उन से पहले के लोग अपमानित और तिरस्कृत हो चुके हैं। हम ने स्पष्ट आयतें अवतरित कर दी हैं और इनकार करने वालों के लिए अपमानजनक यातना है