And the magicians came to Pharaoh. They said, "Indeed for us is a reward if we are the predominant."
Aur woh jadoogar firaon kay pass hazir huye kehney lagay kay agar hum ghalib aaye to hum ko koi bara sila milay ga?
और जादूगर फ़िरऔन के पास आए, उन्होंने कहाः हमको ईनाम तो ज़रूर मिलेगा अगर हम ग़ालिब रहे।
And the magicians fell down in prostration [to Allah ].
Aur woh jo saahir thay sajday mein gir gaye.
और जादूगर सज्दे में गिर पड़े।
So when the magicians came, Moses said to them, "Throw down whatever you will throw."
Phir jab jadoogar aaye to musa ( alh-e-salam ) ney unn say farmaya kay dalo jo kuch tum dalney walay ho.
जब जादूगर आए तो मूसा (अलै॰) ने उनसे कहा कि जो कुछ तुम्हें डालना है डाल दो।
So the magicians fell down in prostration. They said, "We have believed in the Lord of Aaron and Moses."
Abb to tamam jadoogar sajday mein girr paray aur pukar uthay kay hum to haroon ( alh-e-salam ) aur musa ( alh-e-salam ) kay rab per eman laye.
अन्ततः जादूगर सजदे में गिर पड़े, बोले, "हम हारून और मूसा के रब पर ईमान ले आए।"
So the magicians were assembled for the appointment of a well-known day.
Phir aik muqarrara din kay waday per tamam jadoogar jama kiye gaye.
अतएव एक निश्चित दिन के नियत समय पर जादूगर एकत्र कर लिए गए
And when the magicians arrived, they said to Pharaoh, "Is there indeed for us a reward if we are the predominant?"
Jadoogar agar firaon say kehney lagay kay agar hum jeet gaye to humen kuch inam bhi milay ga?
फिर जब जादूगर आए तो उन्होंने फ़िरऔन से कहा, "क्या हमारे लिए कोई प्रतिदान भी है, यदि हम प्रभावी रहे?"
So the magicians fell down in prostration [to Allah ].
Yeh dekhtay hi jadoogar bay ikhtiyar sajday mein gir gaye.
इस पर जादूगर सजदे में गिर पड़े