So We sent upon them the flood and locusts and lice and frogs and blood as distinct signs, but they were arrogant and were a criminal people.
Phir hum ney unn per toofan bheja aur tiddiyan aur ghun ka keera aur mendak aur khoon kay yeh sab khulay khulay moajzay thay. So woh takabbur kertay rahey aur woh log kuch tha hi jaraeem paisha.
फिर हमने उनके ऊपर तूफ़ान भेजा और टिड्डी और जुएं और मेंढक और ख़ून, ये सब निशानियाँ अलग-अलग दिखाईं फिर भी उन्होंने तकब्बुर किया और वे मुजरिम लोग थे।
Then We sent after them Moses and Aaron to Pharaoh and his establishment with Our signs, but they behaved arrogantly and were a criminal people
Phir inn payghumbaron kay baad hum ney musa ( alh-e-salam ) aur haroon ( alh-e-salam ) ko firaon aur uss kay sardaron kay pass apni nishaniyan dey ker bheja. So unhon ney takabbur kiya aur woh log mujrim qom thay.
फिर हमने उनके बाद मूसा और हारून (अलैहिमस्सलाम) को फ़िरऔन और उसके सरदारों के पास अपनी निशानियाँ देकर भेजा मगर उन्होंने घमंड किया और वे मुजरिम लोग थे।
To Pharaoh and his establishment, but they were arrogant and were a haughty people.
Firaon aur uss kay lashkaron ki taraf pus unhon ney takabbur kiya aur thay hi woh sirkash log.
किन्तु उन्होंने अहंकार किया। वे थे ही सरकश लोग
And [We destroyed] Qarun and Pharaoh and Haman. And Moses had already come to them with clear evidences, and they were arrogant in the land, but they were not outrunners [of Our punishment].
Aur qaroon aur firaon aur haamaan ko bhi unn kay pass hazrat musa ( alh-e-salam ) khulay khulay moajzzay ley ker aaye thay phir bhi unhon ney zamin mein takabbur kiya lekin hum say aagay barhney walay na ho sakay.
और क़ारून और फ़िरऔन और हामान को हम ने विनष्ट किया। मूसा उन के पास खुली निशानियाँ लेकर आया। किन्तु उन्होंने धरती में घमंड किया, हालाँकि वे हम से निकल जाने वाले न थे