Exalted is He who took His Servant by night from al-Masjid al-Haram to al-Masjid al- Aqsa, whose surroundings We have blessed, to show him of Our signs. Indeed, He is the Hearing, the Seeing.
Pak hai woh Allah Taalaa jo apney bandey ko raat hi raat mein masjid-e-haram say masjid-e-aqsa tak ley gaya jiss kay aas pass hum ney barkat dey rakhi hai iss liye kay ussay apni qudrat kay baaz namoney deikhayen yaqeenan Allah Taalaa hi khoob sunnay dekhney wala hai.
पाक है वह अल्लाह जो अपने बंदे को रात ही रात में मस्जिदे-हराम से मस्जिदे-अक़सा तक ले गया जिसके पास हमने बरकत दे रखी है; इसलिए कि हम उसे अपनी क़ुदरत के बअज़ नमूने दिखाएं, यक़ीनन अल्लाह ही ख़ूब सुनने वाला, देखने वाला है।
And Allah judges with truth, while those they invoke besides Him judge not with anything. Indeed, Allah - He is the Hearing, the Seeing.
Aur Allah Taalaa theek theek failsa ker dey ga uss kay siwa jihen yeh log pukartay hain woh kissi cheez ka bhi faisla nahi ker saktay be-shak Allah Taalaa khoob sunta khoob dekhta hai.
अल्लाह ठीक-ठीक फ़ैसला कर देगा। रहे वे लोग जिन्हें वे अल्लाह को छोड़कर पुकारते हैं, वे किसी चीज़ का भी फ़ैसला करने वाले नहीं। निस्संदेह अल्लाह ही है जो सुनता, देखता है
Indeed, those who dispute concerning the signs of Allah without [any] authority having come to them - there is not within their breasts except pride, [the extent of] which they cannot reach. So seek refuge in Allah . Indeed, it is He who is the Hearing, the Seeing.
Jo log bawajood apnay pass kissi sanad kay na honay kay aayat-e-elahee mein jhagra kertay hain unn kay dilon mein ba-juz nirri baraee kay aur kuch nahi woh uss tak phonchney walay hi nahi so tu Allah ki panah mangta reh be-shak woh poora sunnay wala aur sab say ziyadah dekhney wala hai.
जो लोग बिना किसी ऐसे प्रमाण के जो उन के पास आया हो अल्लाह की आयतों में झगड़ते हैं उन के सीनों में केवल अहंकार है जिस तक वे पहुँचने वाले नहीं। अतः अल्लाह की शरण लो। निश्चय ही वह सुनता, देखता है
[He is] Creator of the heavens and the earth. He has made for you from yourselves, mates, and among the cattle, mates; He multiplies you thereby. There is nothing like unto Him, and He is the Hearing, the Seeing.
Woh aasmano aur zamin ka peda kerney wala hai uss ney tumhray liye tumhari jins kay joray bana diyey hain. Aur chopayon kay joray banaye hain tumhen woh iss mein phela raha hai uss jesi koi cheez nahi woh sunnay aur dekhney wala hai.
वह आकाशों और धरती का पैदा करने वाला है। उस ने तुम्हारे लिए तुम्हारी अपनी सहजाति से जोड़े बनाए और चौपायों के जोड़े भी। फैला रहा है वह तुम को अपने में। उस के सदृश कोई चीज़ नहीं। वही सबकुछ सुनता, देखता है