And establish them in the land and show Pharaoh and [his minister] Haman and their soldiers through them that which they had feared.
Aur yeh bhi kay hum unhen zamin mein qudrat-o-ikhtiyar den aur firaon aur haamaan aur unn kay lashkeron ko woh dikhayen jiss say woh darr rahey hain.
और धरती में उन्हें सत्ताधिकार प्रदान करें और उन की ओर से फ़िरऔन और हामान और उन की सेनाओं को वह कुछ दिखाएँ, जिस की उन्हें आशंका थी
And the family of Pharaoh picked him up [out of the river] so that he would become to them an enemy and a [cause of] grief. Indeed, Pharaoh and Haman and their soldiers were deliberate sinners.
Aakhir firaon kay logon ney iss bachay ko utha liya kay aakhir kaar yehi bacha inn ka dushman hua aur inn kay ranj ka baees bana kuch shak nahi kay firaon aur haamaan aur unn kay lashkar thay hi khata kaar.
अन्ततः फ़िरऔन के लोगों ने उसे उठा लिया, ताकि परिणामस्वरूप वह उन का शत्रु और उन के लिए दुख बने। निश्चय ही फ़िरऔन और हामान और उन की सेनाओं से बड़ी चूक हुई
And [We destroyed] Qarun and Pharaoh and Haman. And Moses had already come to them with clear evidences, and they were arrogant in the land, but they were not outrunners [of Our punishment].
Aur qaroon aur firaon aur haamaan ko bhi unn kay pass hazrat musa ( alh-e-salam ) khulay khulay moajzzay ley ker aaye thay phir bhi unhon ney zamin mein takabbur kiya lekin hum say aagay barhney walay na ho sakay.
और क़ारून और फ़िरऔन और हामान को हम ने विनष्ट किया। मूसा उन के पास खुली निशानियाँ लेकर आया। किन्तु उन्होंने धरती में घमंड किया, हालाँकि वे हम से निकल जाने वाले न थे
To Pharaoh, Haman and Qarun; but they said, "[He is] a magician and a liar."
Firaon hamaan aur qaroon ki taraf to unhon ney kaha ( yeh to ) jaddogar aur jhoota hai.
फ़िरऔन और हामान और क़ारून की ओर भेजा था, किन्तु उन्होंने कहा, "यह तो जादूगर है, बड़ा झूठा!"