And hasten to forgiveness from your Lord and a garden as wide as the heavens and earth, prepared for the righteous
Aur apney rab ki bakshish ki taraf aur uss jannat ki taraf doro jiss ka araz aasamanon aur zamin kay barabar hai jo perhezgaron kay liye tayyar ki gaee hai.
और दौड़ो अपने रब की बख़्शिश की तरफ़ और उस जन्नत की तरफ़ जिसकी वुसअत आसमान और ज़मीन जैसी है, वह तैयार की गई है अल्लाह से डरने वालों के लिए।
They impatiently urge you to bring about evil before good, while there has already occurred before them similar punishments [to what they demand]. And indeed, your Lord is full of forgiveness for the people despite their wrongdoing, and indeed, your Lord is severe in penalty.
Aur jo tujh say ( saza ki talbi mein ) jaldi ker rahey hain rahat say pehlay hi yaqeenan inn say pehlay sazayen ( bator misal ) guzar chuki hain aur be-shak tera rab albata bakhshney wala hai logon kay bey jaa zulm per bhi. Aur yeh bhi yaqeeni baat hai kay tera rab bari sakht saza deney wala bhi hai.
वे भलाई से पहले बुराई के लिए जल्दी कर रहे हैं; हालाँकि उनसे पहले मिसालें गुज़र चुकी हैं, और आपका रब लोगों के ज़ुल्म के बावजूद उनको माफ़ करने वाला है और बेशक आपका रब सख़्त सज़ा देने वाला है।
Nothing is said to you, [O Muhammad], except what was already said to the messengers before you. Indeed, your Lord is a possessor of forgiveness and a possessor of painful penalty.
Aap say wohi kaha jata hai jo aap say pehlay rasoolon say bhi kaha gaya hai yaqeenan aap ka rab maafi wala aur dard-naak azab wala hai.
तुम्हें बस वही कहा जा रहा है, जो उन रसूलों को कहा जा चुका है, जो तुम से पहले गुज़र चुके हैं। निस्संदेह तुम्हारा रब बड़ा क्षमाशील है और दुखद दंड देने वाला भी
Race toward forgiveness from your Lord and a Garden whose width is like the width of the heavens and earth, prepared for those who believed in Allah and His messengers. That is the bounty of Allah which He gives to whom He wills, and Allah is the possessor of great bounty.
( Aao ) doro apney rab ki maghfirat ki taraf our uss jannat ki taraf jiss ki wussat kay barabar hai yeh unkay liye banaee gaee hai jo Allah per aur uskay rasoolon per eman rakhtay hain yeh Allah ka fazal hai jissay chahye dey aur Allah bara fazl wala hai.
अपने रब की क्षमा और उस जन्नत की ओर अग्रसर होने में एक-दूसरे से बाज़ी ले जाओ, जिस का विस्तार आकाश और धरती के विस्तार जैसा है, जो उन लोगों के लिए तैयार की गई है जो अल्लाह और उस के रसूलों पर ईमान लाए हों। यह अल्लाह का उदार अनुग्रह है, जिसे चाहता है प्रदान करता है। अल्लाह बड़े उदार अनुग्रह का मालिक है