The Byzantines have been defeated
Roomi maghloob hogaye hain.
रूमी निकटवर्ती क्षेत्र में पराभूत हो गए हैं।
In the nearest land. But they, after their defeat, will overcome.
Nazdeek ki zamin per aur woh maghloon honey kay baad un-qareeb ghalib aajayen gay.
और वे अपने पराभव के पश्चात शीघ्र ही कुछ वर्षों में प्रभावी हो जाएँगे।
Within three to nine years. To Allah belongs the command before and after. And that day the believers will rejoice
Chand saal mein hi. Iss say pehlay aur iss kay baad bhi ikhtiyar Allah Taalaa hi ka hai. Uss roz musalman shaadmaan hongay.
हुक्म तो अल्लाह ही का है पहले भी और उस के बाद भी। और उस दिन ईमान वाले अल्लाह की सहायता से प्रसन्न होंगे।
In the victory of Allah . He gives victory to whom He wills, and He is the Exalted in Might, the Merciful.
Allah ki madad say woh jiss ki chahata hai madad kerta hai. Asal ghalin aur meharbaan wohi hai.
वह जिस की चाहता है, सहायता करता है। वह अत्यन्त प्रभुत्वशाली, दयावान है
[It is] the promise of Allah . Allah does not fail in His promise, but most of the people do not know.
Allah ka wada hai Allah Taalaa apnay waday kay khilaf nahi kerta lekin aksar log nahi jantay.
यह अल्लाह का वादा है! अल्लाह अपने वादे का उल्लंघन नहीं करता। किन्तु अधिकतर लोग जानते नहीं