Then be patient for the decision of your Lord, [O Muhammad], and be not like the companion of the fish when he called out while he was distressed.
Pus tu apnay rab kay hokum ka sabar say ( intezar ker ) aur machli walay ki tarah na ho jo jab kay uss nay ghum ki holat main dua ki.
तो अपने रब के आदेश हेतु धैर्य से काम लो और मछली वाले (यूनुस अलै॰) की तरह न हो जाना, जबकि उस ने पुकारा था इस दशा में कि वह ग़म में घुट रहा था।
If not that a favor from his Lord overtook him, he would have been thrown onto the naked shore while he was censured.
Agar uss kay rab ki nemat na paaleti to yaqeenan who buray haalon main chatiyal medaan mein daal diya jata.
यदि उस के रब की अनुकम्पा उस के साथ न हो जाती तो वह अवश्य ही चटियल मैदान में बुरे हाल में डाल दिया जाता।
And his Lord chose him and made him of the righteous.
ussay uss kay rab nay phir nawaza aur ussay nak-kaaron main kerdiya.
अन्ततः उस के रब ने उसे चुन लिया और उसे अच्छे लोगों में सम्मिलित कर दिया
And indeed, those who disbelieve would almost make you slip with their eyes when they hear the message, and they say, "Indeed, he is mad."
Aur qareeb hai kay kafir apni tez nigahon say aap ko phusla den jab kabhi quran suntay hain aur keh detay hain yeh to zaroor deewana hai.
जब वे लोग, जिन्होंने इनकार किया, ज़िक्र (क़ुरआन) सुनते हैं और कहते हैं, "वह तो दीवाना है!" तो ऐसा लगता है कि वे अपनी निगाहों के ज़ोर से तुम्हें फिसला देंगे
But it is not except a reminder to the worlds.
Darhaqeeqat yeh ( quran ) to tamam jahan walon kay liye sarasir naseehat hi hai.
हालाँकि वह सारे संसार के लिए एक अनुस्मृति है