Indeed, those whom the angels take [in death] while wronging themselves - [the angels] will say, "In what [condition] were you?" They will say, "We were oppressed in the land." The angels will say, "Was not the earth of Allah spacious [enough] for you to emigrate therein?" For those, their refuge is Hell - and evil it is as a destination.
Jo log apni janon per zulm kerney walay hain jab farishtay unn ki rooh qabz kertay hain to poochtay hain tum kiss haal mein thay? Yeh jawab detay hain kay hum apni jagah kamzor aur maghloob thay. Farishtay kehtay hain kiya Allah Taalaa ki zamin kushada na thi kay tum hijrat ker jatay? Yehi log hain jin ka thikana dozakh hai aur woh phonchney ki buri jagah hai.
यक़ीनन जो लोग अपना बुरा कर रहे हैं जब उनकी जान फ़रिश्ते निकालेंगे तो वे उनसे पूछेंगे कि तुम किस हाल में थे, वे कहेंगे कि हम ज़मीन में बेबस थे, फ़रिश्ते कहेंगेः क्या अल्लाह की ज़मीन कुशादा न थी कि तुम वतन छोड़ कर वहाँ चले जाते, ये वे लोग हैं जिनका ठिकाना जहन्नम है और वह बहुत बुरा ठिकाना है।
Except for the oppressed among men, women and children who cannot devise a plan nor are they directed to a way -
Magar jo mard aurten aur bachay bey bus hain jinhen na to kissi charaa-e-kaar ki taqat aur na kiss raastay ka ilm hai.
मगर वे बेबस मर्द और औरतें और बच्चे जो कोई तदबीर नहीं कर सकते और न कोई राह पा रहे हैं।
For those it is expected that Allah will pardon them, and Allah is ever Pardoning and Forgiving.
Boht mumkin hai kay Allah Taalaa unn say dar guzar keray Allah Taalaa dar guzar kerney wala aur moaf farmaney wala hai.
ये लोग उम्मीद में है कि अल्लाह उन्हें माफ़ कर देगा, और अल्लाह माफ़ करने वाला, बख़्शने वाला है।
And whoever emigrates for the cause of Allah will find on the earth many [alternative] locations and abundance. And whoever leaves his home as an emigrant to Allah and His Messenger and then death overtakes him - his reward has already become incumbent upon Allah . And Allah is ever Forgiving and Merciful.
Jo koi Allah ki raah mein watan ko choray ga woh zamin mein boht si qayam ki jagahen bhi paye ga aur kushaadgi bhi aur jo koi apney ghar say Allah Taalaa aur uss kay rasool ( PBUH ) ki taraf nikal khara hua phir ussay maut ney aa pakra to bhi yaqeenan uss ka ajar Allah Taalaa kay zimmay sabit hogaya aur Allah Taalaa bara bakshney wala meharban hai.
और जो कोई अल्लाह की राह में वतन छोड़ेगा वह ज़मीन में बड़े ठिकाने और बड़ी वुसअत पाएगा, और जो शख़्स अपने घर से अल्लाह और उसके रसूल की तरफ़ हिजरत करके निकले फिर उसको मौत आजाए तो उसका अज्र अल्लाह के यहाँ मुक़र्रर हो चुका है, और अल्लाह बख़्शने वाला, रहम करने वाला है।