And He it is who causes gardens to grow, [both] trellised and untrellised, and palm trees and crops of different [kinds of] food and olives and pomegranates, similar and dissimilar. Eat of [each of] its fruit when it yields and give its due [zakah] on the day of its harvest. And be not excessive. Indeed, He does not like those who commit excess.
Aur wohi hai jiss ney baghaat peda kiye woh bhi jo tattiyon per charhaye jatay hain aur woh bhi jo tattiyon per nahi charhaye jatay aur khujoor kay adrakht aur kheti jin mein khaney ki cheezen mukhatalif tor ki hoti hain aur zaitoon aur anaar jo bahum aik doosray kay mushabay bhi hotay hain aur aik doosray kay mushabay nahi bhi hotay inn sab kay phalon mein say khao jab woh nikal aaye aue iss mein jo haq wajib hai woh iss kay kaatney kay din diya kero aur hadd say mat guzro yaqeenan woh hadd say guzarney walon ko na pasand kerta hai.
और वह अल्लाह ही है जिसने ऐसे बाग़ात पैदा किए (जिनमें से) कुछ टट्टियों पर चढ़ाए जाते हैं और कुछ नहीं चढ़ाए जाते, और खजूर के दरख़्त और खेती कि उसके खाने की चीज़ें मुख़्तलिफ़ होती हैं और ज़ैतून और अनार बाहम मिलते-जुलते भी और एक-दूसरे से मुख़्तलिफ़ भी, खाओ उनकी पैदावार जबकि वे फलें और अल्लाह का हक़ अदा करो उसके काटने के दिन, और फ़ज़ूलख़र्ची न करो बेशक अल्लाह फ़ज़ूलख़र्ची करने वालों कों पसंद नहीं करता।
O children of Adam, take your adornment at every masjid, and eat and drink, but be not excessive. Indeed, He likes not those who commit excess.
Aey aulad-e-aadam! Tum masjid ki her hazri kay waqt apna libas pehan liya kero. Aur khoob khao aur piyo aur hadd say mat niklo. Be-shak Allah hadd say nikal janey walon ko pasand nahi kerta.
ऐ आदम की औलाद! हर नमाज़ के वक़्त अपना लिबास पहनो और खाओ-पियो और हद से तजावुज़ न करो, बेशक अल्लाह हद से तजावुज़ करने वालों को पसंद नहीं करता।
But no one believed Moses, except [some] youths among his people, for fear of Pharaoh and his establishment that they would persecute them. And indeed, Pharaoh was haughty within the land, and indeed, he was of the transgressors
Pus musa ( alh-e-salam ) per unn ki qom mein say sirf qadray qaleel aadmi eman laye woh bhi firaon say aur apney hukkaam say dartay dartay kay kahin unn ko takleef phonchaye uss mulk mein firaon tha bhi sirkash aur tha bhi woh insaf ki hadd say guzar janey walon mein.
फिर मूसा (अलै॰) को उसकी क़ौम में से चंद नौजवानों के सिवा किसी ने न माना फ़िरऔन के डर से और ख़ुद अपनी क़ौम के बड़े लोगों के डर से कि कहीं वह उनको किसी फ़ित्ने में न डाल दें, बेशक फ़िरऔन ज़मीन में ग़लबा रखता था और वह उन लोगों में से था जो हद से गुज़र जाते हैं।
Then We fulfilled for them the promise, and We saved them and whom We willed and destroyed the transgressors.
Phir hum ney unn say kiye huye sab waday sachay kiye unhen aur jin jin ko hum ney chaha nijat ata farmaee aur hadd say nikal janey walon ko gharat ker diya.
फिर हम ने उन के साथ वादे को सच्चा कर दिखाया और उन्हें हम ने छुटकारा दिया, और जिसे हम चाहें उसे छुटकारा मिलता है। और मर्यादाहीनों को हम ने विनष्ट कर दिया
And do not obey the order of the transgressors,
Bey baak hadd say guzar janey walon ki ita’at say baaz aajao.
और उन हद से गुज़र जाने वालों की आज्ञा का पालन न करो,
Assuredly, that to which you invite me has no [response to a] supplication in this world or in the Hereafter; and indeed, our return is to Allah , and indeed, the transgressors will be companions of the Fire.
Yeh yaqeeni amar hai kay tum mujhay jiss ki taraf bula rahey ho woh to na duniya mein pukaray janey kay qabil hai na aakhirat mein aur yeh ( bhi yaqeeni baat hai ) kay hum sab ka lotna Allah ki taraf hai aur hadd say guzar janey walay hi ( yaqeenan ) ahl-e-dozakh hain.
निस्संदेह तुम मुझे जिस की ओर बुलाते हो उस के लिए न संसार में आमंत्रण है और न आख़िरत (परलोक) में और यह की हमें लौटना भी अल्लाह ही की ओर है और यह कि जो मर्यादाहीन हैं, वही आग (में पड़ने) वाले हैं
From Pharaoh. Indeed, he was a haughty one among the transgressors.
( Jo ) firaon ki taraf say ( horahi ) thi.fil-waqey woh sirkash aur hadd say guzarney walon mein say tha.
अर्थात फ़िरऔन से छुटकारा दिया। निश्चय ही वह मर्यादाहीन लोगों में से बड़ा ही सरकश था