And among them are those who listen to you. But can you cause the deaf to hear, although they will not use reason?
Aur inn mein say baaz aisay hain jo aap ki taraf kaan lagaye bethay hain. Kiya aap behron ko sunatay hain go unn ko samajh bhi na ho?
और उनमें बअज़ ऐसे भी हैं जो आपकी तरफ़ कान लगाते हैं, तो क्या आप बहरों को सुनाओगे जबकि वे समझ से काम न ले रहे हों?
Indeed, you will not make the dead hear, nor will you make the deaf hear the call when they have turned their backs retreating.
Be-shak aap murdon ko nahi suna saktay hain aur na behron ko apni pukar suna saktay hain jabkay woh peeth pheray roo gardaan ja rahey hon.
तुम मुर्दों को नहीं सुना सकते और न बहरों को अपनी पुकार सुना सकते हो, जबकि वे पीठ देकर फिरे भी जा रहें हो।

And you cannot guide the blind away from their error. You will only make hear those who believe in Our verses so they are Muslims [submitting to Allah ].
Aur na aap andhon ko unn ki gumrahee say hata ker rehnumaee ker saktay hain aap to sirf unhen suna saktay hain jo humari aayaton per eman laye hain phir woh farmanbardaar ho jatay hain.
और न तुम अंधों को उन की गुमराही से हटाकर राह पर ला सकते हो। तुम तो बस उन्हीं को सुना सकते हो, जो हमारी आयतों पर ईमान लाना चाहें। अतः वही आज्ञाकारी होते हैं
So indeed, you will not make the dead hear, nor will you make the deaf hear the call when they turn their backs, retreating.
Be-shak aap murdon ko nahi suna saktay aur na behron ko ( apni ) awaz suna saktay hain jab kay woh peeth pher ker murr gaye hon.
अतः तुम मुर्दों को नहीं सुना सकते और न बहरों को अपनी पुकार सुना सकते हो, जबकि वे पीठ फेरे चले जा रहे हों

And you cannot guide the blind away from their error. You will only make hear those who believe in Our verses so they are Muslims [in submission to Allah ].
Aur na aap andhon ko unn ki gumrahee say hidayat kerney walay hain aap to sirf unhi logon ko sunatay hain jo humari aayaton per eman rakhtay hain pus wohi itaat kerney walay hain.
और न तुम अंधों को उन की गुमराही से फेरकर मार्ग पर ला सकते हो। तुम तो केवल उन्हीं को सुना सकते हो जो हमारी आयतों पर ईमान लाएँ। तो वही आज्ञाकारी हैं
Then will you make the deaf hear, [O Muhammad], or guide the blind or he who is in clear error?
Kiya pus tu behray ko suna sakta hai ya andhay ko raah dikha sakta hai aur ussay jo khulli gumrahee mein ho.
क्या तुम बहरों को सुनाओगे या अंधो को और जो खुली गुमराही में पड़ा हुआ हो उसको राह दिखाओगे?