Indeed, those who disbelieve and die while they are disbelievers - upon them will be the curse of Allah and of the angels and the people, all together,
Yaqeenan jo kuffaar apney kufur mein hi marr jayen unn per Allah Taalaa ki farishton ki aur tamam logon ki laanat hai.
बेशक जिन लोगों ने इनकार किया और उसी हाल में मर गए तो वही लोग हैं कि उन पर अल्लाह की और फ़रिश्तों की और आदमियों की सब की लानत है।
Indeed, those who disbelieve and die while they are disbelievers - never would the [whole] capacity of the earth in gold be accepted from one of them if he would [seek to] ransom himself with it. For those there will be a painful punishment, and they will have no helpers.
Haan jo log kufur keren aur martay dum tak kafir rahen unn mein agar koi zamin bhar sona go fidiye mein hi ho to bhi hergiz qabool na kiya jayega yehi log hain jin kay liye takleef denay wala azab hai aur jin ka koi madadgar nahi.
बेशक जिन लोगों ने इनकार किया और इनकार की हालत में मर गए, अगर वे ज़मीन भर कर सोना भी फ़िदया में दें तो क़बूल न किया जाएगा, और उनके लिए दर्दनाक अज़ाब है, और उनका कोई मददगार न होगा।
But repentance is not [accepted] of those who [continue to] do evil deeds up until, when death comes to one of them, he says, "Indeed, I have repented now," or of those who die while they are disbelievers. For them We have prepared a painful punishment.
Unn ki tauba nahi jo buraiyan kertay chalay jayen yahan tak kay jab inn mein say kissi kay pass maut aajaye to keh dey kay mein ney abb tauba ki aur unn ki tauba bhi qabool nahi jo kufur per hi marr jayen yehi log hain jin kay liye hum ney alam naak azab tayyar ker rakha hai.
और ऐसे लोगों की तौबा क़बूल नहीं है जो बराबर गुनाह करते रहें, यहाँ तक कि जब उनमें से किसी की मौत का वक़्त आजाए तब वह कहेः अब मैं तौबा करता हूँ, और न उन लोगों की तौबा (क़ाबिले-क़बूल है) जो इस हाल में मरते हैं कि वह काफ़िर हैं, उनके लिए तो हमने दर्दनाक अज़ाब तैयार कर रखा है।
Indeed, those who disbelieved and averted [people] from the path of Allah and then died while they were disbelievers - never will Allah forgive them.
Jinn logon ney kufur kiya aur Allah ki raah say auron ko ko roka phir kufur ki halat mein hi marr gaye ( yaqeen kerlo ) kay Allah unhen hergiz na bakhshay ga.
निश्चय ही जिन लोगों ने इनकार किया और अल्लाह के मार्ग से रोका और इनकार करने वाले ही रहकर मर गए, अल्लाह उन्हें कदापि क्षमा न करेगा