For them will be punishment in the life of [this] world, and the punishment of the Hereafter is more severe. And they will not have from Allah any protector.
Inn kay liye duniya ki zindagi mein bhi azab hai aur aakhirat ka azab to boht hi ziyada sakht hai enhen Allah kay ghazab say bachaney wala koi bhi nahi.
उनके लिए दुनिया की ज़िंदगी में भी अज़ाब है और आख़िरत का अज़ाब तो बहुत सख़्त है और कोई उनको अल्लाह से बचाने वाला नहीं।
And thus do We recompense he who transgressed and did not believe in the signs of his Lord. And the punishment of the Hereafter is more severe and more enduring.
Hum aisa hi badla her uss shaks ko diya kertay hain jo hadd say guzar jaye aur apney rab ki aayaton per eman na laye aur be-shak aakhirat ka azab nihayat hi sakht aur baqi rehney wala hai.
इसी प्रकार हम उसे बदला देते हैं जो मर्यादा का उल्लंघन करे और अपने रब की आयतों पर ईमान न लाए। और आख़िरत की यातना तो अत्यन्त कठोर और अधिक स्थायी है
So Allah made them taste disgrace in worldly life. But the punishment of the Hereafter is greater, if they only knew.
Aur Allah Taalaa ney unhen zindagan-e-duniya mein ruswaee ka maza chakhaya aur abhi aakhirat ka to bara bhari azab hai kaash kay yeh log samajh len.
फिर अल्लाह ने उन्हें सांसारिक जीवन में भी रुसवाई का मज़ा चखाया और आख़िरत की यातना तो इस से भी बड़ी है। काश! वे जानते
So We sent upon them a screaming wind during days of misfortune to make them taste the punishment of disgrace in the worldly life; but the punishment of the Hereafter is more disgracing, and they will not be helped.
Bil-aakhir hum ney unn per aik tez-o-tund aandhi manhoos dino mein bhej di kay unhen dunyawi zindagi mein zillat kay azab ka maza chakha den aur ( yaqeen mano ) kay aakhirat ka azab iss say boht ziyadah ruswaee wala hai aur woh madad nahi kiyey jayen gay.
अन्ततः हम ने कुछ अशुभ दिनों में उन पर एक शीत-झंझावात चलाई, ताकि हम उन्हें सांसारिक जीवन में अपमान और रुसवाई की यातना का मज़ा चखा दें। और आख़िरत की यातना तो इस से कहीं बढ़कर रुसवा करने वाली है। और उन को कोई सहायता भी न मिल सकेगी
Such is the punishment [of this world]. And the punishment of the Hereafter is greater, if they only knew.
Yun hi aafat aati hai aur aakhirat ki aafat both bari hai kaash! Unhen samajh hoti.
यातना ऐसी ही होती है, और आख़िरत की यातना तो निश्चय ही इस से भी बड़ी है, काश वे जानते!