The month of Ramadhan [is that] in which was revealed the Qur'an, a guidance for the people and clear proofs of guidance and criterion. So whoever sights [the new moon of] the month, let him fast it; and whoever is ill or on a journey - then an equal number of other days. Allah intends for you ease and does not intend for you hardship and [wants] for you to complete the period and to glorify Allah for that [to] which He has guided you; and perhaps you will be grateful.
Maah-e-ramzan woh hai jiss mein quran utaara gaya jo logon ko hidayat kerney wala hai aur jiss mein hidayat ki aur haq-o-baatil ki tameez ki nishaniyan hain tum mein say jo shaks iss maheeney ko paye ussay roza rakhna chahaiye haan jo beemar ho ya musafir ho ussay doosray dinon mein yeh ginti poori kerni chahaiye Allah Taalaa ka irada tumharay sath aasani ka hai sakhti ka nahi woh chahata hai kay tum ginti poori ker lo aur Allah Taalaa ki di hui hidayat per uss ki baraiyan biyan kero aur uss ka shukar kero.
रमज़ान का महीना जिसमें क़ुरआन उतारा गया, हिदायत है लोगों के लिए और खुली निशानियाँ रास्ते की और हक़ व बातिल के बीच फ़ैसला करने वाला, पस तुम में से जो कोई इस महीने को पाए वह उसके रोज़े रखे, और जो बीमार हो या सफ़र पर हो तो दूसरे दिनों में गिनती पूरी कर ले, अल्लाह तुम्हारे लिए आसानी चाहता है वह तुम्हारे साथ सख़्ती करना नहीं चाहता; और इसलिए कि तुम गिनती पूरी कर लो और अल्लाह की बड़ाई बयान करो इस पर कि उसने तुमको राह बताई और ताकि तुम उसके शुक्रगुज़ार बनो।
Allah witnesses that there is no deity except Him, and [so do] the angels and those of knowledge - [that He is] maintaining [creation] in justice. There is no deity except Him, the Exalted in Might, the Wise.
Allah Taalaa farishtay aur ehal-e-ilm iss baat ki gawahi detay hain kay Allah kay siwa koi mabood nahi aur woh adal ko qaeem rakhney wala hai uss ghalib aur hikmata walay kay siwa koi ibadat kay laeeq nahi.
अल्लाह की गवाही है और फ़रिश्तों की और अहले-इल्म की कि अल्लाह के सिवा कोई माबूद नहीं, वह क़ायम रखने वाला है इंसाफ़ का, उसके सिवा कोई माबूद नहीं, वह ज़बरदस्त है, हिकमत वाला है।
Until, when they reach it, their hearing and their eyes and their skins will testify against them of what they used to do.
Yahan tak kay jab bilkul jahannum kay pass aajayen gay unn per unn kay kaan aur unn ki aankhen aur unn ki khaalen unn kay aemaal ki gawahee den gay.
तो उन के कान और उन की आँखें और उन की खालें उन के विरुद्ध उन बातों की गवाही देंगी, जो कुछ वे करते रहे होंगे
And those they invoke besides Him do not possess [power of] intercession; but only those who testify to the truth [can benefit], and they know.
Jinehn yeh log Allah kay siwa pukartay hain woh shifaat kerney ka ikhtiyar nahi rakhtay haan ( mustahiq-e-shifaat woh hain ) jo haq baat ka iqrar keren aur unhen ilm bhi ho.
और जिन्हें वे उस के और अपने बीच माध्यम ठहराकर पुकारते हैं, उन्हें सिफ़ारिश का कुछ भी अधिकार नहीं, बस उसे ही यह अधिकार प्राप्त है जो हक की गवाही दे, और ऐसे लोग जानते हैं।-