And that those who do not believe in the Hereafter - We have prepared for them a painful punishment.
Aur yeh kay jo log aakhirat per yaqeen nahi rakhtay unn kay liye hum ney dardnaak azab tayyar ker rakha hai.
और यह कि जो लोग आख़िरत को नहीं मानते उनके लिए हमने एक दर्दनाक अज़ाब तैयार कर रखा है।
And [that they may know] that the Hour is coming - no doubt about it - and that Allah will resurrect those in the graves.
Aur yeh kay qayamat qata’an aaney wali hai jiss mein koi shak-o-shuba nahi aur yaqeenan Allah Taalaa qabron walon ko doobara zinda farmaye ga.
और यह कि क़ियामत की घड़ी आने वाली है, इसमें कोई सन्देह नहीं है। और यह कि अल्लाह उन्हें उठाएगा जो क़ब्रों में हैं
And thus have We sent the Qur'an down as verses of clear evidence and because Allah guides whom He intends.
Hum ney issi tarah iss quran ko wazeh aayaton mein utara hai. Jissay Allah chahaye hidayat naseeb farmata hai.
इसी प्रकार हम ने इस (क़ुरआन) को स्पष्ट आयतों के रूप में अवतरित किया। और बात यह है कि अल्लाह जिसे चाहता है मार्ग दिखाता है
Do you not see that Allah causes the night to enter the day and causes the day to enter the night and has subjected the sun and the moon, each running [its course] for a specified term, and that Allah , with whatever you do, is Acquainted?
Kiya aap nahi dektay kay Allah Taalaa raat ko din mein aur din ko raat mein khapa deta hai sooraj chand ko ussi ney farma bardar ker rakha hai kay her aik muqarrara waqt tak chalta rahey Allah Taalaa her uss cheez say jo tum kertay ho khabardaar hai.
क्या तुम ने देखा नहीं कि अल्लाह रात को दिन में प्रविष्ट करता है और दिन को रात में प्रविष्ट करता है। उस ने सूर्य और चन्द्रमा को काम में लगा रखा है? प्रत्येक एक नियत समय तक चला जा रहा है और इस के साथ यह कि जो कुछ भी तुम करते हो, अल्लाह उस की पूरी ख़बर रखता है
It is Allah who has created seven heavens and of the earth, the like of them. [His] command descends among them so you may know that Allah is over all things competent and that Allah has encompassed all things in knowledge.
Allah woh hai jiss ney saat aasaman banaye aur issi kay misil zaminen bhi. Iss ka hukum inn kay darmiyan utarta hai takay tum jaan lo kay Allah her cheez per qadir hai aur Allah Taalaa ney her cheez ko ba-aetbaar ilm gher rakha hai.
अल्लाह ही है जिस ने सात आकाश बनाए और उन्ही के सदृश धरती से भी। उन के बीच (उस का) आदेश उतरता रहता है ताकि तुम जान लो कि अल्लाह को हर चीज़ का सामर्थ्य प्राप्त है और यह कि अल्लाह हर चीज़ को अपनी ज्ञान-परिधि में लिए हुए है
And [He revealed] that the masjids are for Allah , so do not invoke with Allah anyone.
Aur yeh kay mesjidein sirf Allah hi kay liye khass hein pus Allah Talah kay sath kissi aur ko na pukaro
और यह कि मस्जिदें अल्लाह के लिए हैं। अतः अल्लाह के साथ किसी और को न पुकारो