And We have placed over their hearts coverings, lest they understand it, and in their ears deafness. And when you mention your Lord alone in the Qur'an, they turn back in aversion.
Aur inn kay dilon per hum ney pardey daal diye hain kay woh issay samjhen aur inn kay kano mein bojh aur jab tu sirf Allah hi ka zikar uss ki toheed kay sath iss quran mein kerta hai to woh roo gardani kertay peeth pher ker bhag kharay hotay hain.
और हम उनके दिलों पर पर्दा रख देते हैं कि वे उसको न समझें और उनके कानों में गिरानी पैदा कर देते हैं, और जब आप क़ुरआन में तन्हा अपने रब का ज़िक्र करते हो तो वे नफ़रत के साथ पीठ फेर लेते हैं।
Indeed, you will not make the dead hear, nor will you make the deaf hear the call when they have turned their backs retreating.
Be-shak aap murdon ko nahi suna saktay hain aur na behron ko apni pukar suna saktay hain jabkay woh peeth pheray roo gardaan ja rahey hon.
तुम मुर्दों को नहीं सुना सकते और न बहरों को अपनी पुकार सुना सकते हो, जबकि वे पीठ देकर फिरे भी जा रहें हो।
So indeed, you will not make the dead hear, nor will you make the deaf hear the call when they turn their backs, retreating.
Be-shak aap murdon ko nahi suna saktay aur na behron ko ( apni ) awaz suna saktay hain jab kay woh peeth pher ker murr gaye hon.
अतः तुम मुर्दों को नहीं सुना सकते और न बहरों को अपनी पुकार सुना सकते हो, जबकि वे पीठ फेरे चले जा रहे हों
And [mention, O Muhammad], when We directed to you a few of the jinn, listening to the Qur'an. And when they attended it, they said, "Listen quietly." And when it was concluded, they went back to their people as warners.
Aur yaad kero! Jabkay hum ney jinno ki aik jammat ko teri taraf mutawajja kiya kay woh quran sunen pus jab ( nabi kay ) pass phonch gaye to ( aik doosray say ) kehney lagay khamosh hojao phir jab parh ker khatam hogaya to apni qom ko khabardar kerney kay liye wapis lot gaye.
और याद करो (ऐ नबी) जब हम ने कुछ जिन्नों को तुम्हारी ओर फेर दिया जो क़ुरआन सुनने लगे थे, तो जब वे वहाँ पहुँचे तो कहने लगे, "चुप हो जाओ!" फिर जब वह (क़ुरआन का पाठ) पूरा हुआ तो वे अपनी क़ौम की ओर सावधान करने वाले होकर लौटे