And [mention] when We said to the angels, "Prostrate before Adam"; so they prostrated, except for Iblees. He refused and was arrogant and became of the disbelievers.
Aur jab hum ney farishton say kaha kay aadam ko sajda kero to iblees kay siwa sab ney sajda kiya. Uss ney inkar kiya aur takabbur kiya aur woh kafiron mein hogaya.
और जब हमने फ़रिश्तों से कहा कि आदम को सज्दा करो तो उन्होंने सज्दा किया मगर इबलीस ने न किया, उसने इनकार किया और घमंड किया और काफ़िरों में से हो गया।
And We have certainly created you, [O Mankind], and given you [human] form. Then We said to the angels, "Prostrate to Adam"; so they prostrated, except for Iblees. He was not of those who prostrated.
Aur hum ney tum ko peda kiya phri hum hi ney tumhari soorat banaee phir hum ney farishton say kaha aadam ko sajda kero so sab ney sajda kiya ba-juz iblees kay woh sajda kerney walon mein shamil na hua.
और हमने तुमको पैदा किया फिर हमने तुम्हारी सूरतें बनाईं फिर फ़रिश्तों से कहा कि आदम को सज्दा करो पस उन्होंने सज्दा किया मगर इबलीस सज्दा करने वालों में शामिल न हुआ।
And [mention] when We said to the angles, "Prostrate to Adam," and they prostrated, except for Iblees. He said, "Should I prostrate to one You created from clay?"
Aur jab hum ney farishton ko hukum diya kay adam ko sajda kero to iblees kay siwa sab ney kiya uss ney kaha kiya mein ussay sajda keroon jissay tu ney mitti say peda kiya hai.
और जब हमने फ़रिश्तों से कहा कि आदम (अलै॰) को सज्दा करो तो उन्होंने सज्दा किया मगर इबलीस ने नहीं किया, उसने कहाः क्या मैं ऐसे शख़्स को सज्दा करूँ जिसको तूने मिट्टी से बनाया है?
And [mention] when We said to the angels, "Prostrate to Adam," and they prostrated, except for Iblees. He was of the jinn and departed from the command of his Lord. Then will you take him and his descendants as allies other than Me while they are enemies to you? Wretched it is for the wrongdoers as an exchange.
Aur jab hum ney farishton ko hukum diya kay tum adam ko sajda kero to iblees kay siwa sab ney sajda kiya yeh jinnon mein say tha uss ney apney perwerdigar ki na-farmani ki kiya phir bhi tum ussay aur uss ki aulad ko mujhay chor ker apna dost bana rahey ho? Halankay woh tum sab ka dushman hai. Aisay zalimon ka kiya hi bura badal hai.
याद करो जब हम ने फ़रिश्तों से कहा, "आदम को सजदा करो।" तो इबलीस के सिवा सबने सजदा किया। वह जिन्नों में से था। तो उस ने अपने रब के आदेश का उल्लंघन किया। अब क्या तुम मुझसे इतर उसे और उस की सन्तान को संरक्षक मित्र बनाते हो? हालाँकि वे तुम्हारे शत्रु है। क्या ही बुरा विकल्प है, जो ज़ालिमों के हाथ आया!
And [mention] when We said to the angels, "Prostrate to Adam," and they prostrated, except Iblees; he refused.
Aur jab hum ney farishton say kaha kay adam ( alh-e-salam ) ko sajjda kero to iblees kay siwa sab ney kiya uss ney saaf inkar ker diya.
और जब हम ने फ़रिश्तों से कहा, "आदम को सजदा करो।" तो उन्होंने सजदा किया सिवाय इबलीस के, वह इनकार कर बैठा