They are not [all] the same; among the People of the Scripture is a community standing [in obedience], reciting the verses of Allah during periods of the night and prostrating [in prayer].
Yeh saray kay saray yaksan nahi bulkay inn ehal-e-kitab mein aik jamat ( haq per ) qaeem rehney wali bhi hai jo raaton kay waqt bhi kalam ullah ki tilawat kertay hain aur sajday bhi kertay hain.
सब अहले-किताब एक जैसे नहीं, उनमें एक गिरोह अहद पर क़ायम है, वे रातों को अल्लाह की आयतें पढ़ते हैं और सज्दा करते हैं।
They wish you would disbelieve as they disbelieved so you would be alike. So do not take from among them allies until they emigrate for the cause of Allah . But if they turn away, then seize them and kill them wherever you find them and take not from among them any ally or helper.
Inn ki chahat to yeh kay jiss tarah kay kafir woh hain tum bhi unn ki tarah kufur kerney lago aur phir sab yaksan ho jao pus jab tak yeh islam ki khatir watan na choren inn mein say kissi ko haqeeqi dost na banao phir agar yeh mun pher len to enhen pakro aur qatal kero jahan bhi yeh haath lag jayen khabardaar! Inn mein say kissi ko apna rafiq aur madadgar na samajh bethna.
वे चाहते हैं कि जिस तरह उन्होंने इनकार किया है तो तुम भी इनकार करो; ताकि तुम सब बराबर हो जाओ, पस तुम उनमें से किसी को दोस्त न बनाओ जब तक वे अल्लाह की राह में हिजरत न करें, फिर अगर वे इसको क़बूल न करें तो उनको पकड़ो और जहाँ कहीं उनको पाओ उन्हें क़त्ल करो, और उनमें से किसी को साथी और मददगार न बनाओ।
And He placed on the earth firmly set mountains over its surface, and He blessed it and determined therein its [creatures'] sustenance in four days without distinction - for [the information] of those who ask.
Aur uss ney zamin mein aur uss kay uper say pahaar gaar diyey aur iss mein barkat rakh di aur iss mein ( rehney walon ki ) ghizaon ki tajweez bhi issi mein kerdi ( sirf ) char din mein zaroorat mandon kay liye yaksan tor per.
और उस ने उस (धरती) में उस के ऊपर से पहाड़ जमाए और उस में बरकत रखी और उस में उस की ख़ुराकों को ठीक अंदाज़े से रखा। माँग करने वालों के लिए समान रूप से यह सब चार दिन में हुआ
Or do those who commit evils think We will make them like those who have believed and done righteous deeds - [make them] equal in their life and their death? Evil is that which they judge.
Kiya unn logon ka jo bura kaam kertay hain yeh guman hai kay hum unhen unn logon jaisa kerden gay jo eman laye aur nek kaam kiyey kay unn ka marna jeena yaksan hojaye bura hai woh faisla jo woh ker rahey hain.
(क्या मार्गदर्शन और पथभ्रष्टता समान है) या वे लोग, जिन्होंने बुराइयाँ कमाई हैं, यह समझ बैठे हैं कि हम उन्हें उन लोगों जैसा कर देंगे जो ईमान लाए और उन्होंने अच्छे कर्म किए कि उन का जीना और मरना समान हो जाए? बहुत ही बुरा है जो निर्णय वे करते हैं!