And they attribute to Allah daughters - exalted is He - and for them is what they desire.
Aur woh Allah subhana hu wa-Taalaa kay liye larkiyan muqarrar kertay hain aur apney liye woh jo apni khuwaish kay mutabiq ho.
और वे अल्लाह के लिए बेटियाँ ठहराते हैं (हालाँकि) वह इससे पाक है, और अपने लिए वह जो दिल चाहता है।
And We conveyed to the Children of Israel in the Scripture that, "You will surely cause corruption on the earth twice, and you will surely reach [a degree of] great haughtiness.
Hum ney bano islraeel kay liye unn ki kitab mein saaf faisla ker diya tha kay tum zamin mein doobara fasad barpa kero gay aur tum bari zabardast ziyadtiyan kero gay.
और हमने बनी-इस्राईल को किताब में बता दिया था कि तुम दो मर्तबा ज़मीन (मुल्क-ए-शाम) में ख़राबी करोगे और बड़ी सरकशी करोगे।
So inquire of them, [O Muhammad], "Does your Lord have daughters while they have sons?
Inn say daryaft kijiye! Kay kiya aap kay rab ki to betiyan hain aur inn kay betay hain?
अब उन से पूछो, "क्या तुम्हारे रब के लिए तो बेटियाँ हों और उन के अपने लिए बेटे?
Or has He taken, out of what He has created, daughters and chosen you for [having] sons?
Kiya Allah Taalaa ney apni makhlooq mein say betiyan to khud rakh leen aur tumhen beton say nawaza.
(क्या किसी ने अल्लाह को इससे रोक दिया है कि वह अपने लिए बेटे चुनता) या जो कुछ वह पैदा करता है उस में से उस ने स्वयं ही अपने लिए तो बेटियाँ लीं और तुम्हें चुन लिया बेटों के लिए?
Or has He daughters while you have sons?
Kiya Allah ki to sab larkiyan hain aur tumharay han larkay hain.
या उस (अल्लाह) के लिए बेटियाँ हैं और तुम्हारे अपने लिए बेटे?
Is the male for you and for Him the female?
Kiya tumharay liye larkay aur ALLAH kay liye larkiya hain?
क्या तुम्हारे लिए तो बेटे हैं और उन के लिए बेटियाँ?
[All] praise is [due] to Allah , who created the heavens and the earth and made the darkness and the light. Then those who disbelieve equate [others] with their Lord.
Tamam tareefen Allah hi kay laeeq hain jiss ney aasamanon aur zamin ko peda kiya aur tareekiyon aur noor ko banaya phir bhi kafir log ( ghair Allah ko ) apney rab kay barabar qarar detay hain.
तमाम तारीफें अल्लाह के लिए हैं जिसने आसमानों और ज़मीन को पैदा किया और अंधेरों और रौशनी को बनाया, फिर भी मुनकिर लोग दूसरों को अपने रब का हमसर ठहराते हैं।