Except Iblees, he refused to be with those who prostrated.
Magar iblees kay. Kay uss ney sajda kerney walon mein shamooliyat kerney say ( saaf ) inkar kerdiya.
मगर इबलीस कि उसने सज्दा करने वालों का साथ देने से इनकार कर दिया।
And [mention] when We said to the angles, "Prostrate to Adam," and they prostrated, except for Iblees. He said, "Should I prostrate to one You created from clay?"
Aur jab hum ney farishton ko hukum diya kay adam ko sajda kero to iblees kay siwa sab ney kiya uss ney kaha kiya mein ussay sajda keroon jissay tu ney mitti say peda kiya hai.
और जब हमने फ़रिश्तों से कहा कि आदम (अलै॰) को सज्दा करो तो उन्होंने सज्दा किया मगर इबलीस ने नहीं किया, उसने कहाः क्या मैं ऐसे शख़्स को सज्दा करूँ जिसको तूने मिट्टी से बनाया है?
They have no knowledge of it, nor had their fathers. Grave is the word that comes out of their mouths; they speak not except a lie.
Dar-haqeeqat na to khud unhen iss ka ilm hai na unn kay baap dadon ko. Yeh tohmat bari buri hai jo inn kay mun say nikal rahi hai woh nira jhoot bak rahey hain.
इस का न उन्हें कोई ज्ञान है और न उन के बाप-दादा ही को था। बड़ी बात है जो उन के मुँह से निकलती है। वे केवल झूठ बोलते हैं
And [mention] when We said to the angels, "Prostrate before Adam"; so they prostrated, except for Iblees. He refused and was arrogant and became of the disbelievers.
Aur jab hum ney farishton say kaha kay aadam ko sajda kero to iblees kay siwa sab ney sajda kiya. Uss ney inkar kiya aur takabbur kiya aur woh kafiron mein hogaya.
और जब हमने फ़रिश्तों से कहा कि आदम को सज्दा करो तो उन्होंने सज्दा किया मगर इबलीस ने न किया, उसने इनकार किया और घमंड किया और काफ़िरों में से हो गया।
And [mention] when We said to the angels, "Prostrate to Adam," and they prostrated, except Iblees; he refused.
Aur jab hum ney farishton say kaha kay adam ( alh-e-salam ) ko sajjda kero to iblees kay siwa sab ney kiya uss ney saaf inkar ker diya.
और जब हम ने फ़रिश्तों से कहा, "आदम को सजदा करो।" तो उन्होंने सजदा किया सिवाय इबलीस के, वह इनकार कर बैठा
And We have certainly created you, [O Mankind], and given you [human] form. Then We said to the angels, "Prostrate to Adam"; so they prostrated, except for Iblees. He was not of those who prostrated.
Aur hum ney tum ko peda kiya phri hum hi ney tumhari soorat banaee phir hum ney farishton say kaha aadam ko sajda kero so sab ney sajda kiya ba-juz iblees kay woh sajda kerney walon mein shamil na hua.
और हमने तुमको पैदा किया फिर हमने तुम्हारी सूरतें बनाईं फिर फ़रिश्तों से कहा कि आदम को सज्दा करो पस उन्होंने सज्दा किया मगर इबलीस सज्दा करने वालों में शामिल न हुआ।