Those [believers] who responded to Allah and the Messenger after injury had struck them. For those who did good among them and feared Allah is a great reward -
Jin logon ney Allah aur uss kay rasool kay hukum ko qabool kiya iss kay baad kay unhen pooray zakham lag chukay thay inn mein say jinhon ney neki ki aur perezgari barti unn kay liye boht ziyada ajar hai.
जिन लोगों ने अल्लाह और रसूल के हुक्म को माना बाद इसके कि उनको ज़ख़्म लग चुका था, उनमें से जो नेक और परहेज़गार हैं उनके लिए बड़ा अज्र है।
Those to whom hypocrites said, "Indeed, the people have gathered against you, so fear them." But it [merely] increased them in faith, and they said, "Sufficient for us is Allah , and [He is] the best Disposer of affairs."
Woh log kay jab inn say logon ney kaha kay kafiron ney tumharay muqabley mein lashkar jama ker liye hain tum unn say khof khao to iss baat ney unhen eman mein aur barha diya aur kehne lagay humen Allah kafi hai aur woh boht acha kaar saaz hai.
जिन से लोगों ने कहा कि दुश्मनों ने तुम्हारे ख़िलाफ़ बड़ी ताक़त जमा कर ली है पस उनसे डरो, लेकिन इस चीज़ ने उनके ईमान में और इज़ाफ़ा कर दिया और उन्होंने कहाः अल्लाह हमारे लिए काफ़ी है और वह बेहतरीन कारसाज़ है।
So they returned with favor from Allah and bounty, no harm having touched them. And they pursued the pleasure of Allah , and Allah is the possessor of great bounty.
( nateeja yeh hua kay ) Allah ki nemat-o-fazal kay sath yeh lotay enhen koi buraee na phonchi enhon ney Allah Taalaa ki raza mandi ki pairwi ki Allah boht baray fazal wala hai.
पस वे अल्लाह की नेमत और उसके फ़ज़्ल के साथ वापस आए, उन लोगों के साथ कोई बुराई पेश न आई, और वे अल्लाह की रज़ामंदी पर चले, और अल्लाह बड़ा फ़ज़्ल वाला है।
That is only Satan who frightens [you] of his supporters. So fear them not, but fear Me, if you are [indeed] believers.
Yeh khabar denay wala sird shetan hi hai jo apney doston say darata hai tum inn kafiron say na daro aur mera khof rakho agar tum momin ho.
यह शैतान है जो तुमको अपने दोस्तों से डराता है, तुम उनसे न डरो बल्कि मुझसे डरो अगर तुम मोमिन हो।
And do not be grieved, [O Muhammad], by those who hasten into disbelief. Indeed, they will never harm Allah at all. Allah intends that He should give them no share in the Hereafter, and for them is a great punishment.
Kufur mein aagay barhney walay log tumhen ghum naak naa keren yaqeen maano kay yeh Allah Taalaa ka kuch na bigar saken gay Allah Taalaa ka irada hai kay inn ka liye aakhirat ka koi hissa ata na keray aur inn kay liye bara azab hai.
और वे लोग तुम्हारे लिए ग़म का सबब न बनें जो इनकार करने में आगे बढ़ रहे हैं, वे अल्लाह को हरगिज़ कोई नुक़सान नहीं पहुँचा सकेंगे, अल्लाह चाहता है कि उनके लिए आख़िरत में कोई हिस्सा न रखे, और उनके लिए बड़ा अज़ाब है।
Indeed, those who purchase disbelief [in exchange] for faith - never will they harm Allah at all, and for them is a painful punishment.
Kufur ko eman kay badlay khareedney walay hergiz hergiz Allah Taalaa ko koi nuksan nahi phoncha saktay aur inn hi kay liye alam naak azab hai.
जिन लोगों ने ईमान के बदले कुफ़्र को ख़रीदा है वे अल्लाह का कुछ बिगाड़ नहीं सकते, और उनके लिए दर्दनाक अज़ाब है।