We had certainly sent Noah to his people, and he said, "O my people, worship Allah ; you have no deity other than Him. Indeed, I fear for you the punishment of a tremendous Day.
Hum ney nooh ( alh-e-salam ) ko unn ki qom ki taraf bheja to unhon ney farmaya aey meri qom! Tum Allah ki ibadat kero uss kay siwa koi mabood honey kay qabil nahi mujh ko tumharay liye aik baray din kay azab ka andesha hai.
हमने नूह (अलै॰) को उनकी क़ौम की तरफ़ भेजा, नूह ने कहाः ऐ मेरी क़ौम! अल्लाह की इबादत करो कि उसके सिवा तुम्हारा कोई माबूद नहीं, मैं तुम पर एक बड़े दिन के अज़ाब से डरता हूँ।
Said the eminent among his people, "Indeed, we see you in clear error."
Unn ki qom kay baray logon ney kaha hum tum ko sareeh ghalati mein dekhtay hain.
उसकी क़ौम के बड़ों ने कहा कि हमको तो यह नज़र आता है कि तुम एक खुली हुई गुमराही में मुब्तला हो।
[Noah] said, "O my people, there is not error in me, but I am a messenger from the Lord of the worlds."
Unhon ney farmaya kay aey meri qom! Mujh mein to zara bhi gumrahi nahi lekin mein perwerdigar-e-aalam ka rasool hun.
नूह (अलै॰) ने फ़रमायाः ऐ मेरी क़ौम! मुझमें कोई गुमराही नहीं है बल्कि मैं भेजा हुआ हूँ सारे जहानों के परवरदिगार की तरफ़ से।
I convey to you the messages of my Lord and advise you; and I know from Allah what you do not know.
Tum ko apney perwerdigar ka payghaam phonchata hun aur tumhari khair khuwaee kerta hun aur mein Allah ki taraf say unn umoor ki khabar rakhta hun jin ki tum ko khabar nahi.
तुमको अपने रब के पैग़ामात पहुँचा रहा हूँ और तुम्हारी भलाई चाह रहा हूँ, और मैं अल्लाह की तरफ़ से वह बात जानता हूँ जो तुम नहीं जानते।
Then do you wonder that there has come to you a reminder from your Lord through a man from among you, that he may warn you and that you may fear Allah so you might receive mercy."
Aur kiya tum iss baat say tajjub kertay ho kay tumharay perwerdigar ki taraf say tumharay pass aik aisay shaks ki maarfat jo tumhari hi jinss ka hai koi naseehat ki baat aagaee takay woh shaks tum ko daraye aur takay tum darr jao aur takay tum per reham kiya jaye.
क्या तुमको इस पर तअज्जुब हुआ कि तुम्हारे रब की नसीहत तुम्हारे पास तुम्हीं में से एक शख़्स के ज़रिए आई; ताकि वह तुमको डराए और ताकि तुम बचो और ताकि तुम पर रहम किया जाए।
But they denied him, so We saved him and those who were with him in the ship. And We drowned those who denied Our signs. Indeed, they were a blind people.
So woh log unn ki takzeeb hi kertay rahey to hum ney nooh ( alh-e-salam ) ko aur unn ko jo unn kay sath kashti mein thay bacha liya aur jin logon ney humari aayaton ko jhutlaya tha unn ko hum ney gharq ker diya. Be-shal woh log andhay horahey thay.
पस उन्होंने उनको झुठला दिया, फिर हमने नूह को बचा लिया और उन लोगों को भी जो उसके साथ कश्ती में थे और हमने उन लोगों को डुबो दिया जिन्होंने हमारी निशानियों को झुठलाया था, बेशक वे लोग अंधे थे।