In their hearts is disease, so Allah has increased their disease; and for them is a painful punishment because they [habitually] used to lie.
Unn kay dilon mein beemari thi Allah Taalaa ney unhen beemari mein mazeed barha diya aur unn kay jhoot ki waja say unn kay liye dard naak azab hai.
उनके दिलों में (निफ़ाक़) की बीमारी है तो अल्लाह ने उनकी बीमारी को बढ़ा दिया और उनके लिए दर्दनाक अज़ाब है, इस वजह से कि वे झूठ कहते थे।
[But] Allah mocks them and prolongs them in their transgression [while] they wander blindly.
Allah Taalaa bhi inn say mazaq kerta hai aur enhen inn ki sirkashi aur behkaway mein aur barha deta hai.
अल्लाह उनसे हँसी कर रहा है और उनको उनकी सरकशी में ढील दे रहा है, वे भटकते फिर रहे हैं।
Their example is that of one who kindled a fire, but when it illuminated what was around him, Allah took away their light and left them in darkness [so] they could not see.
Inn ki misal uss shaks ki si hai jiss ney aag jalaee pus aas pass ki cheezen roshni mein aaee hi thin kay Allah unn kay noor ko ley gaya aur enhen andheron mein chor diya jo nahi dekhtay.
उनकी मिसाल ऐसी है जैसे एक शख़्स ने आग जलाई, जब आग ने उसके आस-पास को रौशन कर दिया तो अल्लाह ने उनकी बीनाई छीन ली और उनको अंधेरे में छोड़ दिया; कि उनको कुछ नज़र नहीं आता।
And if you are in doubt about what We have sent down upon Our Servant [Muhammad], then produce a surah the like thereof and call upon your witnesses other than Allah , if you should be truthful.
Hum ney jo kuch apney banday per utara hai uss mein agar tumhen shak ho aur tum sachay ho to iss jaisi aik surat to bana lao tumhen ikhtiyar hai kay Allah Taalaa kay siwa apney madadgaron ko bhi bula lo.
अगर तुम इस कलाम के मुतअल्लिक़ शक में हो जो हमने अपने बंदे के ऊपर उतारा है, तो लाओ उसके मानिंद एक सूरत और बुला लो अपने हिमायतियों को भी अल्लाह के सिवा, अगर तुम सच्चे हो।