He said, "Therein you will live, and therein you will die, and from it you will be brought forth."
Farmaya tum ko wahan hi zindagi basar kerna hai aur wahan hi marna hai aur issi mein phir nikalay jao gay.
अल्लाह ने कहाः उसी में तुम जियोगे और उसी में तुम मरोगे और उसी से तुम निकाले जाओगे।
And the grazing livestock He has created for you; in them is warmth and [numerous] benefits, and from them you eat.
Ussi ney chopaye peda kiye jin mein tumharay liye garmi kay libas hain aur bhi boht say nafay hain aur baaz tumharay khaney kay kaam aatay hain.
और उसने चौपायों को बनाया उनमें तुम्हारे लिए पोशाक भी है और ख़ूराक भी और दूसरे फ़ायदे भी, और उनमें से तुम खाते भी हो।
And upon Allah is the direction of the [right] way, and among the various paths are those deviating. And if He willed, He could have guided you all.
Aur Allah per seedhi raah ka bata dena hai aur baaz tairhi raahen hain aur agar woh chahata to tum sab ko raah-e-raast per laga deta.
और अल्लाह तक पहुँचती है सीधी राह, और बअज़ रास्ते टेढ़े भी हैं, और अगर अल्लाह चाहता तो तुम सबको हिदायत दे देता।
From the earth We created you, and into it We will return you, and from it We will extract you another time.
Issi zamin mein hum ney tumhen peda kiya aur issi mein phir wapis lotayen gay aur iss say phir doobara tum sab ko nikal khara keren gay.
उसी से हम ने तुम्हें पैदा किया और उसी में हम तुम्हें लौटाते हैं और उसी से तुम्हें दूसरी बार निकालेंगे।"
And We have tamed them for them, so some of them they ride, and some of them they eat.
Aur inn mawesheeyon ko hum ney unn ka tabey farman bana diya hai jin mein say baaz to inn ki sawariyan hain aur baaz ka gosht khatay hain.
और उन्हें उन के बस में कर दिया कि उन में से कुछ तो उन की सवारियाँ हैं और उन में से कुछ को खाते हैं।
It is Allah who made for you the grazing animals upon which you ride, and some of them you eat.
Allah woh hai jiss ney tumharay liye chopaye peda kiyey jinn mein say baaz per tum sawar hotay ho aur baaz ko tum khatay ho.
अल्लाह ही है जिस ने तुम्हारे लिए चौपाए बनाए ताकि उन में से कुछ पर तुम सवारी करो और उन में से कुछ को तुम खाते भी हो