[Remember] when the hypocrites and those in whose hearts was disease said, "Their religion has deluded those [Muslims]." But whoever relies upon Allah - then indeed, Allah is Exalted in Might and Wise.
Jabkay munafiq keh rahey thay aur woh bhi jin kay dilon mein rog tha kay enhen to inn kay deen ney dhokay mein daal diya hai jo bhi Allah per bharosa keray Allah Taalaa bila shak-o-shuba ghalbay wala aur hikmat wala hai.
जब मुनाफ़िक़ और जिनके दिलों में रोग है कहते थे कि इन लोगों को उनके दीन ने धोखे में डाल दिया है, और जो अल्लाह पर भरोसा करे तो अल्लाह बड़ा ज़बरदस्त है, हिकमत वाला है।
They hypocrites are apprehensive lest a surah be revealed about them, informing them of what is in their hearts. Say, "Mock [as you wish]; indeed, Allah will expose that which you fear."
Mufiqon ko her waqt iss baat ka khutka laga rehta hai kay kahin musalmanon per koi surat na utray jo inn kay dilon ki baaten unhen batla dey. Keh dijiye kay tum mazaq uratay raho yaqeenan Allah Taalaa ussay zahir kerney wala hai jiss say tum darr dubak rahey ho.
मुनाफ़िक़ीन डरते हैं कि कहीं उन (मुसलमानों) पर ऐसी सूरत नाज़िल न हो जाए जो उनको उनके दिलों के भेदों से आगाह कर दे, कह दीजिए कि तुम मज़ाक़ उड़ा लो, अल्लाह यक़ीनन ज़ाहिर कर देगा जिससे तुम डरते हो।
And [remember] when the hypocrites and those in whose hearts is disease said, " Allah and His Messenger did not promise us except delusion,"
Aur uss waqt munafiq aur woh log jin kay dilon mein ( shak ka ) rog tha kehney lagay Allah Taalaa aur uss kay rasool ney hum say mehaz dhoka faraib ka hi wada kiya tha.
और जब कपटाचारी और वे लोग जिन के दिलों में रोग है कहने लगे, "अल्लाह और उस के रसूल ने हम से जो वादा किया था वह तो धोखा मात्र था।"
If the hypocrites and those in whose hearts is disease and those who spread rumors in al-Madinah do not cease, We will surely incite you against them; then they will not remain your neighbors therein except for a little.
Agar ( abb bhi ) yeh munafiq aur woh jin kay dilon mein beemari hai aur woh log jo madiney mein ghalat afwahen uraney walay hain baaz na aayen to hum aap ko unn ( ki tabahee ) per musallat ker den gay phir to woh chand din hi aap kay sath iss ( shehar ) mein reh saken gay.
यदि कपटाचारी और वे लोग जिन के दिलों में रोग है और मदीना में खलबली पैदा करने वाली अफ़वाहें फैलाने से बाज़ न आएँ तो हम तुम्हें उन के विरुद्ध उभार खड़ा करेंगे। फिर वे उस में तुम्हारे साथ थोड़ा ही रहने पाएँगे,
On the [same] Day the hypocrite men and hypocrite women will say to those who believed, "Wait for us that we may acquire some of your light." It will be said, "Go back behind you and seek light." And a wall will be placed between them with a door, its interior containing mercy, but on the outside of it is torment.
Uss din munafiq mard-o-orat eman walon say kahan gay kay humara intizar to kero kay hum bhi tumharay noor say kuch roshni hasil kerlen jawab diya jayega kay tum apney peechay lot jao our roshni talash kero phir inkay our unkay darmiyan aik deewar haaeel kerdi jayegi jiss main darwaaza bhi hoga uss kay androoni hissay main to rehmathogi our bahir ki taraf azab hoga.
जिस दिन कपटाचारी पुरुष और कपटाचारी स्त्रियाँ मोमिनों से कहेंगी, "तनिक हमारी प्रतिक्षा करो। हम भी तुम्हारे प्रकाश मे से कुछ प्रकाश ले लें!" कहा जाएगा, "अपने पीछे लौट जाओ। फिर प्रकाश तलाश करो!" इतने में उन के बीच एक दीवार खड़ी कर दी जाएगी, जिस में एक द्वार होगा। उस के भीतर का हाल यह होगा कि उस में दयालुता होगी और उस के बाहर का यह कि उस ओर से यातना होगी
When the hypocrites come to you, [O Muhammad], they say, "We testify that you are the Messenger of Allah ." And Allah knows that you are His Messenger, and Allah testifies that the hypocrites are liars.
Tumharay pass jab munafiq aatay hain to kehtay hain kay hum iss baat kay gawah hain kay be-shak aap Allah kay rasool hain aur Allah janta hai yaqeenan aap uss kay rasool hain aur Allah gawahi deta hai kay yeh munafiq qata’an jhootay hain.
जब मुनाफ़िक (कपटाचारी) तुम्हारे पास आते हैं तो कहते हैं, "हम गवाही देते हैं कि निश्चय ही आप अल्लाह के रसूल है।" अल्लाह जानता है कि निस्संदेह तुम उस के रसूल हो, किेन्तु अल्लाह गवाही देता है कि ये मुनाफ़िक बिलकुल झूठे हैं