not of those who have evoked [Your] anger or of those who are astray.
unn ka nahi jin per ghazab kiya gaya aur na gumrahon ka.
उनका रास्ता नहीं जिन पर तेरा ग़ज़ब हुआ, और न उन लोगों का रास्ता जो तेरे रास्ते से भटक गए।
There is no blame upon you for seeking bounty from your Lord [during Hajj]. But when you depart from 'Arafat, remember Allah at al- Mash'ar al-Haram. And remember Him, as He has guided you, for indeed, you were before that among those astray.
Tum per apney rab ka fazal ka talash kerney mein koi gunah nahi jab tum arfaat say loto to to mash’ar-e-haram kay pass zikar-e-elahee kero aur uss ka zikar kero jaisay kay uss ney tumhen hidayat di halankay tum iss say pehlay raah bhoolay huye thay.
इसमें कोई गुनाह नहीं कि तुम अपने रब का फ़ज़्ल भी तलाश करो, फिर जब तुम लोग अरफ़ात से वापस हो तो अल्लाह को याद करो मशअरे-हराम के नज़दीक, और उस (अल्लाह) को वैसे ही याद करो जिस तरह उसने तुम्हें बताया है, वर्ना तुम इससे पहले यक़ीनन राह से भटके हुए लोगों में से थे।
And when he saw the moon rising, he said, "This is my lord." But when it set, he said, "Unless my Lord guides me, I will surely be among the people gone astray."
Phir jab chand ko dekha chamakta hua to farmaya kay yeh mera rab hai lekin jab woh ghuroob hogaya to aap ney farmaya kay agar mujh ko meray rab ney hidayat na ki to mein gumrah logon mein shamil ho jaon ga.
फिर जब उन्होंने चाँद को चमकते हुए देखा तो कहा कि यह मेरा रब है, फिर जब वह डूब गया तो कहने लगे कि अगर मेरा रब मुझे हिदायत न दे तो मैं ज़रूर गुमराह लोगों में से हो जाऊँगा।
[Moses] said, "I did it, then, while I was of those astray.
( hazrat ) musa ( alh-e-salam ) ney jawab diya kay mein ney uss kaam ko uss waqt kiya tha jabkay mein raah bhoolay huye logon mein say tha.
कहा, ऐसा तो मुझ से उस समय हुआ जबकि मैं चूक गया था
And forgive my father. Indeed, he has been of those astray.
Aur meray baap ko bakhsh dey yaqeenan woh gumrahon mein say tha.
और मेरे बाप को क्षमा कर दे। निश्चय ही वह पथभ्रष्ट लोगों में से है
But if he was of the deniers [who were] astray,
Lekin agar koi jhut lanay walon gumrahaon mein say hai.
किन्तु यदि वह झुठलाने वालों, गुमराहों में से है;