And those who have disbelieved say, "You are not a messenger." Say, [O Muhammad], "Sufficient is Allah as Witness between me and you, and [the witness of] whoever has knowledge of the Scripture."
Yeh kafir kehtay hain kay aap Allah kay rasool nahi. Aap jawab dijiye kay mujh mein aur tum mein Allah gawahi denay wala kafi hai aur woh jiss kay pass kitab ka ilm hai.
और मुनकिरीन कहते हैं कि आप अल्लाह के भेजे हुए नहीं हो, कह दीजिए कि मेरे और तुम्हारे दरमियान अल्लाह की गवाही काफ़ी है, और उसकी गवाही जिसके पास किताब का इल्म है।
Indeed, Allah [alone] has knowledge of the Hour and sends down the rain and knows what is in the wombs. And no soul perceives what it will earn tomorrow, and no soul perceives in what land it will die. Indeed, Allah is Knowing and Acquainted.
Be-shak Allah Taalaa hi kay pass qayamat ka ilm hai wohi barish nazil farmata hai aur maa kay pet mein jo hai ussay janta hai. Koi ( bhi ) nahi janta kay kal kiya ( kuch ) keray ga? Na kissi ko yeh maloom hai kay kiss zamin mein maray ga ( yaad rakho ) Allah Taalaa ho pooray ilm wala aur sahih khabron wala hai.
निस्संदेह उस घड़ी का ज्ञान अल्लाह ही के पास है। वही मेंह बरसाता है और जानता है जो कुछ गर्भाशयों में होता है। कोई व्यक्ति नहीं जानता कि कल वह क्या कमाएगा और कोई व्यक्ति नहीं जानता है कि किस भूभाग में उस की मृत्यु होगी। निस्संदेह अल्लाह जानने वाला, ख़बर रखने वाला है
To him [alone] is attributed knowledge of the Hour. And fruits emerge not from their coverings nor does a female conceive or give birth except with His knowledge. And the Day He will call to them, "Where are My 'partners'?" they will say, "We announce to You that there is [no longer] among us any witness [to that]."
Qayamat ka ilm Allah hi ki taraf lotaya jata hai aur jo jo phal apnay shagoofon mein say nikaltay hain aur jo madah hamal say hoti hai aur jo bachay woh janti ( peda kerti ) hai sab ka ilm ussay hai aur jiss din Allah Taalaa inn ( mushrikon ) ko bula ker daryaft farmaye ga meray shareek kahan hain woh jawab den gay kay hum ney to tujhay keh sunaya kay hum mein say to koi iss ka gawah nahi.
उस घड़ी का ज्ञान अल्लाह की ओर फिरता है। जो फल भी अपने कोषों से निकलते हैं और जो मादा भी गर्भवती होती है और बच्चा जनती है, अनिवार्यतः उसे इन सबका ज्ञान होता है। जिस दिन वह उन्हें पुकारेगा, "कहाँ है मेरे साझीदार?" वे कहेंगे, "हम तेरे समक्ष खुल्लम-ख़ुल्ला कह चुके हैं कि हम में से कोई भी इसका गवाह नहीं।"
And blessed is He to whom belongs the dominion of the heavens and the earth and whatever is between them and with whom is knowledge of the Hour and to whom you will be returned.
Aur woh boht barkaton wala hai jiss kay pass aasman-o-zamin aur inn kay darmiyan ki badshahat hai aur qayamat ka ilm bhi ussi kay pass hai aur ussi ki janib tum sab lotaye jao gay.
बड़ी ही बरकत वाली है वह सत्ता, जिस के अधिकार में है आकाशों और धरती की बादशाही और जो कुछ उन दोनों के बीच है उस की भी। और उसी के पास उस घड़ी का ज्ञान है, और उसी की ओर तुम लौटाए जाओगे।
Does he have knowledge of the unseen, so he sees?
Kiya ussay ilm-e-ghaib hai kay woh ( sab kuch ) dekh raha hai.?
क्या उस के पास परोक्ष का ज्ञान है कि वह देख रहा है;