To Him is your return all together. [It is] the promise of Allah [which is] truth. Indeed, He begins the [process of] creation and then repeats it that He may reward those who have believed and done righteous deeds, in justice. But those who disbelieved will have a drink of scalding water and a painful punishment for what they used to deny.
Tum sab ko Allah hi kay pass jana hai Allah ney sacha wada ker rakha hai. Be-shak wohi pehli baar bhi peda kerta hai phir wohi doobara bhi peda keray ga takay aisay logon ko jo kay eman laye aur unhon ney nek kaam kiye insaf kay sath jaza dey aur jin logon ney kufur kiya unn kay wastay kholta hua pani peenay ko milay ga aur dard naak azab hoga unn kay kufur ki waja say.
उसी की तरफ़ तुम सबको लौट कर जाना है, यह अल्लाह का पक्का वादा है, बेशक वह पैदाइश की इब्तिदा करता है फिर वह दोबारा पैदा करेगा; ताकि जो लोग ईमान लाए और उन्होंने नेक काम किए उनको इंसाफ़ के साथ बदला दे, और जिन्होंने इनकार किया उनके इनकार के बदले उनके लिए खौलता हुआ पानी और दर्दनाक अज़ाब है।
And never think that Allah is unaware of what the wrongdoers do. He only delays them for a Day when eyes will stare [in horror].
Na insafon kay aemaal say Allah ko ghafil na samajh woh to enhen uss din tak mohlat diye huye hai jiss din aankhen phati ki phati reh jayen gi.
और आप हरगिज़ यह ख़्याल न करें कि अल्लाह उससे बेख़बर है जो ज़ालिम लोग कर रहे हैं, वे उनको उस दिन के लिए ढील दे रहा है जिस दिन आँखें पथरा जाएंगी।
But they will never wish for it, ever, because of what their hands have put forth. And Allah is Knowing of the wrongdoers.
Lekin apney kartooton ko dekhtay huye kabhi bhi maut nahi maangen gay Allah Taalaa zalimon ko khoob janta hai.
मगर वे कभी उसकी आरज़ू नहीं करेंगे ब-सबब उन (करतूतों) के जो वे अपने आगे भेज चुके हैं, और अल्लाह ख़ूब जानता है ज़ालिमों को।
But if they turn away, then indeed - Allah is Knowing of the corrupters.
Phir bhi agar qabool na keren to Allah Taalaa bhi sahih tor per fasadiyon ko janney wala hai.
फिर अगर वे मुँह फेर लें तो अल्लाह फ़साद फैलाने वालों को जानने वाला है।
And thus do We detail the verses, and [thus] the way of the criminals will become evident.
Issi tarah hum aayaat ki tafseel kertay rehtay hain aur takay mujrimeen ka tareeqa zahir hojaye.
और इस तरह हम अपनी निशानियाँ खोल कर बयान करते हैं और ताकि मुजरिमों का तरीक़ा ज़ाहिर हो जाए।
But they will not wish for it, ever, because of what their hands have put forth. And Allah is Knowing of the wrongdoers.
Yeh kabhi bhi maut ki tamanna na keren gay ba waja unn aemaal kay jo apney aagay apney haathon bhej rakhay hain aur Allah zalimon ko khoob janta hai.
किन्तु वे कभी भी उस की कामना न करेंगे, उस (कर्म) के कारण जो उन के हाथों ने आगे भेजा है। अल्लाह ज़ालिमों को भली-भाँति जानता है
Had they gone forth with you, they would not have increased you except in confusion, and they would have been active among you, seeking [to cause] you fitnah. And among you are avid listeners to them. And Allah is Knowing of the wrongdoers.
Agar yeh tum mein mill ker nikaltay bhi to tumharay liye siwaye fasad kay aur koi cheez na barhatay bulkay tumharay darmiyan khoob ghoray dora detay aur tum mein fitney dalney ki talash mein rehtay inn kay mannay walay khud tum mein mojood hain aur Allah inn zalimon ko khoob janta hai.
अगर ये लोग तुम्हारे साथ निकलते तो तुम्हारे लिए ख़राबी ही बढ़ाने का सबब बनते और वे तुम्हारे दरमियान फ़ित्ना फैलाने के लिए दौड़-धूप करते, और तुम में उनकी सुनने वाले हैं, और अल्लाह ज़ालिमों से ख़ूब वाक़िफ़ है।