Indeed, those who disbelieve in Our verses - We will drive them into a Fire. Every time their skins are roasted through We will replace them with other skins so they may taste the punishment. Indeed, Allah is ever Exalted in Might and Wise.
Jin logon ney humari aayaton say kufur kiya unhen hum yaqeenan aag mein daal den gay jab unn ki khaalen pakk jayen gi to hum inn kay siwa aur khaalen badal den gay takay woh azab chakhtay rahen yaqeenan Allah Taalaa ghalib hikmat wala hai.
बेशक जिन लोगों ने हमारी निशानियों का इनकार किया उनको हम सख़्त आग में डालेंगे, जब उनके जिस्म की खाल जल जाएगी तो हम उनकी खाल को बदल कर दूसरी खाल लगा देंगे; ताकि वह अज़ाब चखते रहें, बेशक अल्लाह ज़बरदस्त है, हिकमत वाला है।
Rather, Allah raised him to Himself. And ever is Allah Exalted in Might and Wise.
Bulkay Allah Taalaa ney unhen apni taraf utha liya aur Allah bara zabardast aur poori hikmaton wala hai.
बल्कि अल्लाह ने उन्हें अपनी तरफ़ उठा लिया, और अल्लाह ज़बरदस्त है, हिकमत वाला है।
[We sent] messengers as bringers of good tidings and warners so that mankind will have no argument against Allah after the messengers. And ever is Allah Exalted in Might and Wise.
Hum ney enhen rasool banaya hai khushkhabriyan sunaney walay aur aagah kerney walay takay logon ki koi hujjat aur ilzam rasoolon kay bhejney kay baad Allah Taalaa per reh na jaye. Allah Taalaa bara ghalib aur bara hikmat wala hai.
(अल्लाह ने) रसूलों को ख़ुश-ख़बरी देने वाला और डराने वाला बनाकर भेजा; ताकि रसूलों के बाद लोगों के पास अल्लाह के मुक़ाबले में कोई हुज्जत बाक़ी न रहे, और अल्लाह ज़बरदस्त है, हिकमत वाला है।
And Allah repelled those who disbelieved, in their rage, not having obtained any good. And sufficient was Allah for the believers in battle, and ever is Allah Powerful and Exalted in Might.
Aur Allah Taalaa ney kafiron ko gussay mein bharay huyey hi ( na murad ) lota diya unhon ney koi faeeda nahi paya aur uss jang mein Allah Taalaa khud hi momino ko kafi hogaya Allah Taalaa bara hi qooaton wala aur ghalib hai.
अल्लाह ने इनकार करने वालों को उन के अपने क्रोध के साथ फेर दिया। वे कोई भलाई प्राप्त न कर सके। अल्लाह ने मोमिनों को युद्ध करने से बचा लिया। अल्लाह तो है ही बड़ा शक्तिवान, प्रभुत्वशाली
And [that] Allah may aid you with a mighty victory.
Aur aap ko aik zabardast madad day.
और अल्लाह तुम्हें प्रभावकारी सहायता प्रदान करे
And to Allah belong the soldiers of the heavens and the earth. And ever is Allah Exalted in Might and Wise.
Aur Allah ji kay liye aasmano aur zamin kay lashkar hain aur Allah ghalib aur hikmat wala hai.
आकाशों और धरती की सब सेनाएँ अल्लाह ही की है। अल्लाह प्रभुत्वशाली, अत्यन्त तत्वदर्शी है
And much war booty which they will take. And ever is Allah Exalted in Might and Wise.
Aur boht si ghanimaten jinhen woh hasil keren gay aur Allah ghalib hikmat wala hai.
और बहुत-सी ग़नीमतें भी, जिन्हें वे प्राप्त करेंगे। अल्लाह प्रभुत्वशाली, तत्वदर्शी है