In their hearts is disease, so Allah has increased their disease; and for them is a painful punishment because they [habitually] used to lie.
Unn kay dilon mein beemari thi Allah Taalaa ney unhen beemari mein mazeed barha diya aur unn kay jhoot ki waja say unn kay liye dard naak azab hai.
उनके दिलों में (निफ़ाक़) की बीमारी है तो अल्लाह ने उनकी बीमारी को बढ़ा दिया और उनके लिए दर्दनाक अज़ाब है, इस वजह से कि वे झूठ कहते थे।
But as for those in whose hearts is disease, it has [only] increased them in evil [in addition] to their evil. And they will have died while they are disbelievers.
Aur jin kay dilon mein rog hai iss surat ney unn mein unn ki gandagi kay sath aur gandagi barha di aur woh halat-e-kufur hi mein marr gaye.
और जिन लोगों के दिलों में (निफ़ाक़ की) बीमारी है तो उसने बढ़ा दी उनकी गंदगी पर गंदगी और वे मरने तक काफ़िर ही रहे।
And [remember] when the hypocrites and those in whose hearts is disease said, " Allah and His Messenger did not promise us except delusion,"
Aur uss waqt munafiq aur woh log jin kay dilon mein ( shak ka ) rog tha kehney lagay Allah Taalaa aur uss kay rasool ney hum say mehaz dhoka faraib ka hi wada kiya tha.
और जब कपटाचारी और वे लोग जिन के दिलों में रोग है कहने लगे, "अल्लाह और उस के रसूल ने हम से जो वादा किया था वह तो धोखा मात्र था।"
If the hypocrites and those in whose hearts is disease and those who spread rumors in al-Madinah do not cease, We will surely incite you against them; then they will not remain your neighbors therein except for a little.
Agar ( abb bhi ) yeh munafiq aur woh jin kay dilon mein beemari hai aur woh log jo madiney mein ghalat afwahen uraney walay hain baaz na aayen to hum aap ko unn ( ki tabahee ) per musallat ker den gay phir to woh chand din hi aap kay sath iss ( shehar ) mein reh saken gay.
यदि कपटाचारी और वे लोग जिन के दिलों में रोग है और मदीना में खलबली पैदा करने वाली अफ़वाहें फैलाने से बाज़ न आएँ तो हम तुम्हें उन के विरुद्ध उभार खड़ा करेंगे। फिर वे उस में तुम्हारे साथ थोड़ा ही रहने पाएँगे,
Those who believe say, "Why has a surah not been sent down? But when a precise surah is revealed and fighting is mentioned therein, you see those in whose hearts is hypocrisy looking at you with a look of one overcome by death. And more appropriate for them [would have been]
Aur jo log eman laye woh kehtay hain koi soorat kiyon nazil nahi ki gaee? Phir jab koi saaf matlab wali soorat nazil ki jati hai aur iss mein qitaal ka ziker kiya jata hai to aap dekhtay hain jinn logon kay dilon mein beemari hai woh aap ki taraf iss tarah dekhtay hain jaisay uss shaks ki nazar hoti hai jiss per mot ki beyhoshi taari ho pus boht behtar tha unn kay liye.
जो लोग ईमान लाए वे कहते हैं, "कोई सूरा क्यों नहीं उतरी?" किन्तु जब एक पक्की सूरा अवतरित की जाती है, जिस में युद्ध का उल्लेख होता है, तो तुम उन लोगों को देखते हो जिन के दिलों में रोग है कि वे तुम्हारी ओर इस प्रकार देखते हैं जैसे किसी पर मृत्यु की बेहोशी छा गई हो। तो अफ़सोस है उन के हाल पर!
Or do those in whose hearts is disease think that Allah would never expose their [feelings of] hatred?
Kiya unn logon ney jinkay dilon mein beemari hai yeh samjh rakha hai kay Allah unkay keeno ko zahir hi na keray ga.
(क्या अल्लाह से कोई चीज़ छिपी है) या जिन लोगों के दिलों में रोग है वे समझ बैठे हैं कि अल्लाह उन के द्वेषों को कदापि प्रकट न करेगा?