By which Allah guides those who pursue His pleasure to the ways of peace and brings them out from darknesses into the light, by His permission, and guides them to a straight path.
Jiss kay zariye say Allah Taalaa unhen jo raza-e-rab kay darpay hon salamti ki raahen batlata hai aur apni tofiq say andheron say nikal ker noor ki taraf laata hai aur raah-e-raast ki taraf unn ki rehbari kerta hai.
उसके ज़रिए से अल्लाह उन लोगों को सलामती की राहें दिखाता है जो उसकी रज़ा के तालिब हैं और अपनी तौफ़ीक़ से उनको अंधेरों से निकाल कर रौशनी में ला रहा है और सीधी राह की तरफ़ उनकी रहनुमाई करता है।
But those who deny Our verses are deaf and dumb within darknesses. Whomever Allah wills - He leaves astray; and whomever He wills - He puts him on a straight path.
Aur jo log humari aayaton ki takzeeb kertay hain woh to tarah tarah ki zulmaton mein behray goongay ho rahey hain Allah jiss ko chahaye bey raah ker dey aur woh jiss ko chahaye seedhi raah laga dey.
और जिन्होंने हमारी निशानियों को झुठलाया वे बहरे और गूंगे हैं जो अंधरों में पड़े हुए हैं, अल्लाह जिसको चाहता है भटका देता है और जिसको चाहता है सीधी राह पर लगा देता है।
Say, "Indeed, my Lord has guided me to a straight path - a correct religion - the way of Abraham, inclining toward truth. And he was not among those who associated others with Allah ."
Aap keh dijiye kay mujh ko meray rab ney aik seedha raasta bata diya hai kay woh aik deen mustehkum hai jo tareeqa hai ibrahim ( alh-e-salam ) ka jo Allah ki taraf raksoo thay. Aur woh shirk kerney walon mein say na thay.
आप कह दीजिए कि मेरे रब ने मुझको तो सीधा रास्ता बता दिया है दुरुस्त दीन इब्राहीम (अलै॰) की मिल्लत की शक्ल में जो सीधी राह पर चलने वाले थे और शिर्क करने वालों में से न थे।
Indeed, I have relied upon Allah , my Lord and your Lord. There is no creature but that He holds its forelock. Indeed, my Lord is on a path [that is] straight."
Mera bharosa sirf Allah Taalaa per hi hai jo mera aur tum sab ka perwerdigar hai jitney bhi paon dharney walay hain sab ki payshani wohi thamay huye hai. Yaqeenan mera rab bilkul sahih raah per hai.
मैंने अल्लाह पर भरोसा किया जो मेरा भी रब है और तुम्हारा भी रब है, कोई जानदार ऐसा नहीं जिसकी चोटी उसके हाथ में न हो, बेशक मेरा रब सीधी राह पर है।
And so those who were given knowledge may know that it is the truth from your Lord and [therefore] believe in it, and their hearts humbly submit to it. And indeed is Allah the Guide of those who have believed to a straight path.
Aur iss liye bhi kay jinhen ilm ata farmaya gaya hai woh yaqeen kerlen kay yeh aap kay rab hi ki taraf say sirasir haq hi hai phir woh iss per eman layen aur unn kay dil uss ki taraf jhuk jayen. Yaqeenan Allah Taalaa eman daron ko raah-e-raast ki taraf rehbari kerney wala hi hai.
और ताकि वे लोग जिन्हें ज्ञान मिला है, जान लें कि यह तुम्हारे रब की ओर से सत्य है। अतः वे इस पर ईमान लाएँ और उस के सामने उन के दिल झुक जाएँ और निश्चय ही अल्लाह ईमान लाने वालों को अवश्य सीधा मार्ग दिखाता है
And indeed, you invite them to a straight path.
Yaqeenan aap to enhen raah-e-raast ki taraf bula rahey hain.
और वास्तव में तुम उन्हें सीधे मार्ग की ओर बुला रहे हो
We have certainly sent down distinct verses. And Allah guides whom He wills to a straight path.
Bila shak-o-shuba hum ney roshan aur wazeh aayaten utar di hain Allah Taalaa jissay chahaye seedhi raah dikha deta hai.
हम ने सत्य को प्रकट कर देने वाली आयतें उतार दी हैं। आगे अल्लाह जिसे चाहता है सीधे मार्ग की ओर लगा देता है