Say, "Indeed, I am on clear evidence from my Lord, and you have denied it. I do not have that for which you are impatient. The decision is only for Allah . He relates the truth, and He is the best of deciders."
Aap keh dijiye kay meray pass to aik daleel hai meray rab ki taraf say aur tum iss ki takzeeb kertay ho jiss cheez ki tum jald baazi ker rahey ho woh meray pass nahi. Hukum kissi ka nahi ba-juz Allah Taalaa kay Allah Taalaa waqaee baat ko batla deta hai aur sab say acha faisla kerney wala wohi hai.
कह दीजिए कि मैं अपने रब की तरफ़ से एक रौशन दलील पर हूँ और तुमने उसको झुठलाया है, वह चीज़ मेरे पास नहीं है जिसके लिए तुम जल्दी कर रहे हो, फ़ैसला का इख़्तियार सिर्फ़ अल्लाह ही को है, वही हक़ को बयान करता है और वह बेहतरीन फ़ैसला करने वाला है।
Then they His servants are returned to Allah , their true Lord. Unquestionably, His is the judgement, and He is the swiftest of accountants.
Phir sab apney maalik-e-haqeeqi kay pass laye jayen gay. Khoob sunn lo faisla Allah hi ka hoga aur woh boht jald hisab ley ga.
फिर सब अपने हक़ीक़ी मालिक की तरफ़ वापस लाए जाएंगे, सुन लो! हुक्म उसी का है और वह बहुत जल्द हिसाब लेने वाला है।
You worship not besides Him except [mere] names you have named them, you and your fathers, for which Allah has sent down no authority. Legislation is not but for Allah . He has commanded that you worship not except Him. That is the correct religion, but most of the people do not know.
Uss kay siwa tum jin ko pooja paat ker rahey ho woh sab naam hi naam hain jo tum ney aur tumharay baap dadon ney khud hi gharr liye hain. Allah Taalaa ney inn ki koi daleel nazil nahi farmaee farman-rawaee sirf Allah Taalaa hi ki hai uss ka famaan hai kay rum sab siwaye uss kay kissi aur ki ibadat na kero yehi deen durust hai lekin aksar log nahi jantay.
तुम उसके सिवा नहीं पूजते मगर कुछ नामों को जो तुमने और तुम्हारे बाप-दादा ने रख लिए हैं, अल्लाह ने उसकी कोई सनद नहीं उतारी, इक़तिदार सिर्फ़ अल्लाह ही के लिए है, उसने हुक्म दिया है कि उसके सिवा किसी की इबादत न करो, यही सीधा दीन है मगर बहुत-से लोग नहीं जानते।
And he said, "O my sons, do not enter from one gate but enter from different gates; and I cannot avail you against [the decree of] Allah at all. The decision is only for Allah ; upon Him I have relied, and upon Him let those who would rely [indeed] rely."
Aur ( yaqoob alh-e-salam ) ney kaha aey meray bacho! Tum sab aik darwazay say na jana bulkay kaee juda juda darwazon mein say dakhil hona. Mein Allah ki taraf say aaney wali kissi cheez ko tum say nahi taal sakta. Hukum sirf Allah hi ka chalta hai. Mera kaamil bharosa ussi per hai aur her aik bharosa kerney walay ko ussi per bharosa kerna chahaiye.
और याक़ूब (अलै॰) ने कहा कि ऐ मेरे बेटो! तुम सब एक ही दरवाज़े से दाख़िल न होना बल्कि अलग-अलग दरवाज़ों से दाख़िल होना, और मैं तुमको अल्लाह की किसी बात से बचा नहीं सकता, हुक्म तो बस अल्लाह ही का है, मैं उसी पर भरोसा रखता हूँ और भरोसा करने वालों को उसी पर भरोसा करना चाहिए।
And He is Allah ; there is no deity except Him. To Him is [due all] praise in the first [life] and the Hereafter. And His is the [final] decision, and to Him you will be returned.
Wohi Allah hai uss kay siwa koi laeeq-e-ibadat nahi duniya aur aakhirat mein ussi ki tareef hai. Ussi kay liye farman rawaqee hai aur ussi ki taraf tum sab pheray jao gay.
और वही अल्लाह है, उस के सिवा कोई इष्ट -पूज्य नहीं। सारी प्रशंसा उसी के लिए है पहले और पिछले जीवन में फ़ैसले का अधिकार उसी को है और उसी की ओर तुम लौटकर जाओगे
And do not invoke with Allah another deity. There is no deity except Him. Everything will be destroyed except His Face. His is the judgement, and to Him you will be returned.
Allah Taalaa kay sath kissi aur mabood ko na pukarna ba-juz Allah Taalaa kay koi aur mabood nahi her cheez fana honey wali hai magar ussi ka mun. ( aur zaat ) ussi kay liye farmanrawaee hai aur tum ussi ki taraf lotaye jaogay.
और अल्लाह के साथ किसी और इष्ट-पूज्य को न पुकारना। उस के सिवा कोई इष्ट-पूज्य नहीं। हर चीज़ नाशवान है सिवास उस के स्वरूप के। फ़ैसला और आदेश का अधिकार उसी को प्राप्त है और उसी की ओर तुम सबको लौटकर जाना है